Poetry
Poetry / General
Waqas Moti
Sajdon Ke Aoz Firdos Milay Ye Baat Muje Manzoor Nahee
sajdon ke aoz firdos milay ye baat muje manzoor nahee
be los ibadat karta hoon bandah hoon tera mazdoor nahee
#AllamaIqbal
be los ibadat karta hoon bandah hoon tera mazdoor nahee
#AllamaIqbal
·
1 Like ·
Aug 02, 2018 at 23:08
Category: general
Poetry / General
Zeeshan Kaliya
Bandaron K Hath Me Talwarein Agaye Hai.
·
0 Like ·
Aug 02, 2018 at 16:08
Category: general
Poetry / General
Fahad Bukhari
Mere Aibon Ko Ginney Walon..
·
1 Like ·
Aug 01, 2018 at 21:08
Category: general
Poetry / Sad
Saeed Sarwar
Tumhen Bhool Jaun Ye Hota Nahi
Tumhen bhool jaun ye hota nahi
koi waqt ho dard sota nahi
na ho jao badnam tum is liye
main ro ro ke daman bhigota nahi
ye wo fasl hai jo uge khud-ba-khud
koi dard ke bij bota nahi
ye mana ke tufan ka zor hai
main ghabara ke kashti dubota nahi.
koi waqt ho dard sota nahi
na ho jao badnam tum is liye
main ro ro ke daman bhigota nahi
ye wo fasl hai jo uge khud-ba-khud
koi dard ke bij bota nahi
ye mana ke tufan ka zor hai
main ghabara ke kashti dubota nahi.
·
4 Like ·
Aug 01, 2018 at 15:08
Category: sad
Poetry / Sad
Javed Ashraf
Aakhri Saans K Totny Se Pehlay...!
Aakhri Saans K Totny Se Pehlay...!
Us Ne Pani Ki Jaga Pyaar He Manga..
Us Ne Pani Ki Jaga Pyaar He Manga..
·
0 Like ·
Aug 01, 2018 at 09:08
Category: sad
Poetry / General
Shagufta Yasmeen
Yeh Hum Jo Roz Uthatey Hain Apni Hi Lashain
Yeh hum jo roz uthatey hain apni hi lashain,
Kisi qalam se yeh manzooriyan to hoti hain..
Kisi qalam se yeh manzooriyan to hoti hain..
·
0 Like ·
Aug 01, 2018 at 01:08
Category: general
Poetry / Love
Farooq Ahmed
Sham Ke Sanvale Chehare Ko Nikhara Jaye
Sham ke sanvale chehare ko nikhara jaye
kyon na sagar se koi chand ubhara jaye
ras aaya nahi taskin ka sahil koi
phir mujhe pyas ke dariya mein utara jaye
meharaban teri nazar, teri adayen qatil
tujh ko kis naam se ae dost pukara jaye
mujhko dar hai tere wade pe bharosa karake
muft mein ye dil-e-khushafaham na mara jaye
jisake dam se tere din-rat darakhshan the qateel
kaise ab us ke bina waqt guzra jaye.
kyon na sagar se koi chand ubhara jaye
ras aaya nahi taskin ka sahil koi
phir mujhe pyas ke dariya mein utara jaye
meharaban teri nazar, teri adayen qatil
tujh ko kis naam se ae dost pukara jaye
mujhko dar hai tere wade pe bharosa karake
muft mein ye dil-e-khushafaham na mara jaye
jisake dam se tere din-rat darakhshan the qateel
kaise ab us ke bina waqt guzra jaye.
·
3 Like ·
Jul 31, 2018 at 18:07
Category: love
Sponored Video