Islam / Ahadith

Ijunoon

Jo Shakhs Allah Ka Shukar Ada Nahee Karta

· 2 Like · Jan 15, 2013 at 11:01
Category: ahadith Tags: Allah
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Sirf Momin Aadmi Ki Sohbat Ikhtiyaar Kar

· 3 Like · Jan 15, 2013 at 11:01
Category: ahadith Tags: Admi Sohbat Aadmi
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Iman Aur Akhlaaq

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 11:01
Category: ahadith
 
Islam / Aqwal E Zareen

Ijunoon

Apni Kharabion Ko

apni kharabion ko pas e pusht daal kar har shakhs keh raha hai zamana kharab hai

· 3 Like · Jan 15, 2013 at 11:01
Category: aqwal-e-zareen
 
Islam / Aqwal E Zareen

Ijunoon

Deen Mein Darhi Hai Darhi Mein Deen Nahe

log darhi ka mazaq uratay hain aur daleel daitay hain
deen mein darhi hai darhi mein deen nahee
agar is misaal par amal karen to phir deen ka koi rukn baqi nahee rahega jaisa kay

1. deen mein kalma hai kalma mein deen nahee
2. deen mein namaz hai namaz mein deen nahee
3. deen mein hajj hai hajj mein deen nahee
4. deen mein jahad hai jahad mein deen nahee

ab batayen iss misaal par amal karnay se deen ka kaunsa amal aur kaunsi sunnat baqi rahegi?
aap ko deen ki khwahish par chalna hai deen aap ki khwahish par nahee chalega.

· 4 Like · Jan 15, 2013 at 11:01
Category: aqwal-e-zareen Tags: Darhi
 
Islam / Aqwal E Zareen

Ijunoon

Jhajray Mein Koodna Asaan

jhagray mein koodna asaan hai lekin uss se nikallna mushkil hai

hazrat Ali R.A

· 3 Like · Jan 15, 2013 at 09:01
Category: aqwal-e-zareen
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Betian Uss Kay Baap Kay Liye Jahannum Se Rukawat Hongi

hazrat Aisha R.A farmati hain
rasool ek akram SAWW ne farmaya:
jo shakhs betion ki waja se azmaya gaya aur uss ne iss par sabar kiya to betian iss (baap) kay liye (aag) jahannum se rukawat hongi.

timizi shareef

#hadith

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 09:01
Category: ahadith
 
Islam / Aqwal E Zareen

Ijunoon

Ya Allah

mushkilaat me mera haath pakar lay, aur meray samnay har maamlay mein haqaiq kay saray pehlu khol de

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 09:01
Category: aqwal-e-zareen Tags: Allah
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Padosion Ko Apnay Hath Aur Zuban Ki Takleef Se Mehfooz Rakhna

abu huraira R.A se riwayat hai kay Rasool e Akram SAWW ne irshaad farmaya kay: jo Allah aur aakhrat kay din par iman rakhta ho aur apnay parosi ko (kisi bhi qisam ki) takleef na pohanchaye. aur jo Allah aur aakhrat kay din par iman rakhta ho uss kay liye lazim hai kay wo mehmaan ka ikraam karay, aur jo Allah aur aakhrat kay din par iman rakhta ho usay chahiye kay achi baat bolay aur chhup rahay.

bukhari o muslim

#hadith

· 1 Like · Jan 14, 2013 at 23:01
Category: ahadith Tags: Pados
 
Hont Phat Jane K Soorat Mai
Posted by Javed Ashraf
Posted on : Jul 20, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS