Sms / Love

Kashif Yaqoob

Duniya Ki Bhid Me Insaan,

Duniya ki bhid me insaan, . Chahe sab khuch bhul jaaye, . Kitni hi moj masti me kho jaaye, . Par akele mein wo use hi yaad karta hai, . Jise woh dil se pyar karta hai

· 3 Like · Feb 28, 2014 at 13:02
Category: love Tags: Pyaar Yaad Dil Love Mohabbat Sms
 
Sms / Short

Kashif Yaqoob

Kahan Doob Gai Kashti Meri Wafa Ki,

Kahan Doob Gai Kashti Meri Wafa Ki, Q Meri Chahton Ko Kinara Na Mila, Mohabbat Mein Hum Bhi Thy Wafa Daar, Per Humen Aaj Tak Koi Sahara Na Mila, Jis Shaksh Ko Bhi Pane ki Tamanna ki Hum Ne, Wohi Shakhs Phir Hum ko Dobara Na Mila...

· 2 Like · Feb 28, 2014 at 13:02
Category: short Tags: Poetry Shairi Love Mohabbat Sms
 
Advertisement
Sms / Ghazal

Kashif Yaqoob

Hasrat Bhari Nigahon Ko Aaraam Tak Ni,

Hasrat Bhari Nigahon ko Aaraam tak ni, . Woh youn Badal Gaya k ab Salam tak nahi, . Jis ki tallab mein Zindaagi apni Guzaar di, . Us k lab pe mera Naam tak nahi, . Jo keh Gaye thay shaam ko baithenge Aaj phir, . Kuch saal ho Gaye koi Paighaam tak nahi, . Madfoon hoon tere hijar ki ik aisi Qabar mein, . Kutbay pe Jis k Aaj koi Naam tak nahi, . Be_Ikhtiyaar uthtay hain mere Qadam udhar, . Haalanke us Gali mein Mujhe kaam tak nahi...!

· 1 Like · Feb 22, 2014 at 16:02
Category: ghazal Tags: Dard Poetry Shairi Love Mohabbat Sms
 
Sms / Romantic

Kashif Yaqoob

Itna Sangeen Nahi Jurm E Mohabbat.

Itna SanGeen Nahi Jurm-e-Mohabbat Magar Saza-e-Ishq Itni Sangeen Q Hai? Mujh Ko Deewangi Ka Na ilzam Do Pucho Mere Mehboob Se K Wo Itna Haseen Q?

· 3 Like · Feb 22, 2014 at 15:02
Category: romantic Tags: Love Mohabbat Sms
 
Sms / Ghazal

Kashif Yaqoob

Kisi Ki Yaad Dil Main Hai,

""%GAZAL%""
Kisi ki yaad dil main hai,koi ehsas baqi hai Badalte mosamon k darmian ek raz baqi hai Abhi main safar main hon,Milegi manzil mujhe, magar in raston k darmian ek sath baqi hai kahin pe sham dhalti hai,kahin rat hoti hai Abhi to chandni hai, Chand ki rat baqi hai Chale ao kisi din tum humara haal b dekho Humara dil be jan hai magar ek sans baqi hai Umeed hai phr b milega wo humain ek din Khuda par hai bharosa, "KHUDA ki zat" bAqi hy.

· 1 Like · Feb 20, 2014 at 14:02
Category: ghazal Tags: Dard Poetry Shairi Love Mohabbat
 
Sms / Reply Must Chosen

Kashif Yaqoob

Loving Question Mohabat Izhaar Se Milti Hai?

LOVING QUESTION Mohabat Izhaar" se milti hai? ya "Intizar" se...? Ya "kismat se"? Snd to all frnds agr 3 logo K ans 1 jesy aye to ap ki LOVE STORY sachi.rply me 1st

· 2 Like · Feb 20, 2014 at 13:02
Category: reply-must-chosen Tags: Love Mohabbat Friend Sms
 
Sms / Love

Kashif Yaqoob

Ro Rahay Hein Aj Hum..

Ro Rahay Hein Aj Hum.. Ye Qasoor Faqat Hamara Hai...! Hanstay Thay Hum B Kabi.. Mohabat Karnay Walon Par..

· 3 Like · Feb 14, 2014 at 14:02
Category: love Tags: Dukh Dard Love Mohabbat Sms
 
Sms / Ghazal

Kashif Yaqoob

Kabhi Mehrban Tha To Kabhi Anjan Tha,

*Ghazal*
Kabhi mehrban tha to kabhi anjan tha, Mera weham tha ya wo mera guman tha, Dy kar zakham wo marham rakhta tha, Ban raha tha ya waqi he itna nadan tha, Mujh se bichar gaya tha wo ik raat, Wo shakhs Jo meri pehchan tha,.. Kash k wo mil jata hum ko humdam, Kitna is dil ko is baat ka armaan tha, KHUDA ko chahtey to kuch mil bhi jata, Hum ne chaha jis ko wo to ek insan tha..

· 3 Like · Feb 14, 2014 at 13:02
Category: ghazal Tags: Poetry Shairi Love Sms
 
Sms / Dard

Kashif Yaqoob

Phir Dil Ne Kaha Hai Tjhay Mangon Khuda Se,

Phir Dil Ne Kaha Hai Tjhay Mangon Khuda se, Phir Aankhon Ne Teri Deed Ki Chahat Ki Hai, Phir Aaj Baras Gaien Aankhain Yaad Men Teri, Phir Neend Ne Aankhon Se Shikayat Ki Hai, Phir Lehjay Men Dukh Aan Simta Hai, Phir Aansuon Ne Ankhon Se Bagawat Ki Hai, Phir Woh Tera Sath Yaad Aa gaya, Phir Dil Ne Mehsos Teri Zarorat Ki Hai, Tere Dukh Teri Yaad Seenay Se Laga Kar, Bohat Toot Kar Maine Tujh se Mohobat Ki Hai...

· 0 Like · Feb 14, 2014 at 13:02
Category: dard Tags: Muhabbat Pyaar Yaad Allah Khuda Love Mohabbat Sms
 
Breakfast For You !!
Posted by shabana gul
Posted on : Mar 03, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS