Sms / Uncategorized

Unknown

Ek dafa ka zikar hai ek ountni ka beta ount bohat batein kerta tha bar bar sawal pochta tha. Ek dafa apni ammi se pocta ?ammi ammi hamari palkoen itni moti kyun hoti hain? to us ki ammi ne keha ?beta hum registan mein jo rehtey hain yeh hamari aankon ko miti se bacati hai? betey ne phir pocha ?ammi ammi harmi tange intni lambi kyn hian? ammi ne keha beta? tah keh hum registan mein tase bag sake? beta chup keha rahne wala tha us ne aao dekha na tao phir apni ammi se sawal kiya ?ammi ammi hamra peet itna bada kyun hai? ammi ne keha beta ?registan mein hame pani kabhi kabhi milta hai to hum peet mein jama ker lete hain? to bete ne keha lekin ammi yeh sab to registan mein hota hai lekin Zoo mein rehte hain ider kyun????????????????? .

Advertisement
· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
 

Latest Posts in sms

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS