Sms / Uncategorized

Unknown

ek dafa ek american karachi ata hai.
un ku ju recive karnay atay hai woh american un say bulta hai kay hamay karachi ghumau,woh admi usay karachi ghumanay k liyay chala jata hai.ghumatay ghumatay woh admi american ku ek building kay samnay lay jata hai aor bolta hai k daykhay ye 15 manzala imarat 3 sall may bani thi tu woh american bolta hai k hamaray ha tu ye building 20 din may ban jayay!woh admi bolta hai chalay aye may app ku ek aur building dikhau,woh ussay ek 25 manzala imarat k kareeb lay jata hai aur bolta hai k ye imarat 5 saal may bani hai tu woh bolta hai k ye tu u.s.a may 1 month may ban jayay aghir woh karachi wala ussay jaan buch kay habib bank k samnay say lay kar guzarta hai,samnay puhanch kar american puchta hai k ye kon si building hai tu woh ghusay may bolta k aray ye building subha tak tu yahan nahi thi ab kha say a gai?@#

Advertisement
· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized Tags: Karachi
 

Latest Posts in sms

Epic Pray!
Posted by qaisar mahmood
Posted on : Nov 03, 2015

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS