Sms / Shairi
Saad Raza
shabnam ke katron mein kaise khiza ke rang jhalakte hain
phoolo ke chehro se kushboo ke moti bikharte hain
hawao ki rawani se aati hai sargam kar rimjhim
jab pani ki lehron se voh atkheliyan karti aati hai
pairon ke kitaron mein phir thandak basane aati hai
jab suraj se mil kar sham suneheri ho jati hai
kuch mausam sapne lagte hain kuch mausam apne lagte hain
par dost mile tum jaisa tou sub mausam sache lagte hain
zindgi ki tanha lehron mein jo dosti ke moti pirote hain
voh phoolon ki traha dil ki rahon ko mehkaate hain

Advertisement
·
1 Like ·
May 13, 2008 at 09:05
Category: shairi
Latest Posts in sms
- I want to marry ChameliPosted by : Sobia Malik on
- Snip Snip OuchPosted by : Obaidullah Khan on
- Chaand Sa Jaisa CheraPosted by : mehwish jatt on
- laughingPosted by : sana ali on
- funnnyPosted by : wafa chaudhry on
- secretPosted by : Aleezay Abbasi on
- lovePosted by : aftab ahmed on
- shaeriPosted by : Aleezay Abbasi on
- hahahahahaPosted by : kamran ullah khan on
- hahahaPosted by : shabana gul on
Sponored Video