Sms / Shairi

Unknown

jaane kyun log flurt kertay hain
jaane kyun woh affairs chalatay hain
jaane kyun...jaane kyun.....
jaane kyun jaane kyunjaane kyun ?????

affair bin jeenay main rakha kiya hai
affair jiska nahin woh tanha hai
affair soo rang leker aata hai
affair he zindagi sajaata hai
Log chup chup ker affair chalatay hain,
Aur sab k saamnay friends ban jaatay hain! jaane kyun...jaane kyun....
jaane kyun jaane kyun jaane kyun ?

affair best-friends main larai kerata hai
affair main banda pagal hojaata hai
affair na chahtay huway bhi chal jaata hai
affair bohat badnaami kerata hai....
Akhir affair her larai ki BASE ban jaata hai!
jaane kyun....jaane kyun....
jaane kyun jaane kyun jaane kyun ?

Laikin kabhi-kabhi affair pyaar main convert hojaata haijhoota her such aur sucha her jhoot hojaata hai
zindagi ko bhi ek naya start mil jaata hai
Aur pyaar ki gari main 4th gear lag jaata hai
Aur Yehe Affair Zindagi Ka Safar Ban Jaata Hai
Jaane kyun.....jaane kyun...
Jaane kyun jaane kyun jaane kyun ?

Advertisement
· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: shairi
 

Latest Posts in sms

One Pound Fish - Official Video
Posted by iJunoon
Posted on : Apr 16, 2018

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS