Search
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Zindagi Ka Yehi Dastoor Hai
Khushi Mili Lekin Hans Na Sakay
Ghum Mila Lekin Ro na Sakay
Zindagi Ka Yehi Dastoor Hai
Jise Chaha Usse Pa Na Sakay
Jise Paya Usse Chah Na Sakay
Socha Ka Usse Bhula Dien
Magher Bhula Na Sakay
Ghum Mila Lekin Ro na Sakay
Zindagi Ka Yehi Dastoor Hai
Jise Chaha Usse Pa Na Sakay
Jise Paya Usse Chah Na Sakay
Socha Ka Usse Bhula Dien
Magher Bhula Na Sakay
·
2 Like ·
Oct 11, 2015 at 02:10
Category: sad
Poetry / Sad
Woh Badal Gya Achanak Meri Zindagi Badal Ker
Kabi mujh ko saath le ker kabi mere saath chal ker
Woh badal gya achanak meri zindagi badal ker
Hue jis pe meherban tum koi khush naseeb ho ga
Meri hasratein to nikleen mere aansoun main dhal ker
Koi phool ban gya hai koi chand koi taara
Jo chirag bujh gaye hain teri anjuman main jal ker
Mere dosto Khudara ! mere saath tum bhi dhoondo
Woh yaheen kaheen chupay hain mere gham ka rukh badal ker
Teri be jhijak hansi se na kisi ka dil ho maila
Yeh nagar hai aaino ka yahan saans le sambhal ker

Aug 28, 2015 at 19:08
Category: sad
Advertisement
Social Wall / Text
Aras Rahes
Tajarba, Retirement, Zindagi Aur Aakhri Waqt
·
2 Like ·
Jul 21, 2015 at 18:07
Category: text
Poetry / 0
Aaa Bhi Jaao K Zindagi Kam Hai,
Aaa bhi jaao k zindagi kam hai,
Tum nahin ho to har khushi kam hai !
Vaada kar kay yeh kaun aaaya nahin,
Shaher mein aaj roshni kam hai !
Jaanay kya ho gaya hai mausam ko,
Dhoop zyada hai chandni kam hai !
Aaina dekh kar khayaal aaaya,
Aaj kal unki dosti kam hai !
Teray dam say hi main mukamal hoon,
Bin teray tera shafique kam hai !
Tum nahin ho to har khushi kam hai !
Vaada kar kay yeh kaun aaaya nahin,
Shaher mein aaj roshni kam hai !
Jaanay kya ho gaya hai mausam ko,
Dhoop zyada hai chandni kam hai !
Aaina dekh kar khayaal aaaya,
Aaj kal unki dosti kam hai !
Teray dam say hi main mukamal hoon,
Bin teray tera shafique kam hai !
·
1 Like ·
Jul 13, 2015 at 14:07
Category: 0
Poetry / Poetry Sms
Zindagi Jaise Ek Saza Si Ho Gayee Hai
Zindagi jaise ek saza si ho gayee hai
gham ke saagar mein is qadar kho gayee hai
tum aa jao waapis yeh guzaarish hai meri
mujhe shayad tumhari aadat si ho gayee hai
gham ke saagar mein is qadar kho gayee hai
tum aa jao waapis yeh guzaarish hai meri
mujhe shayad tumhari aadat si ho gayee hai
·
1 Like ·
Jul 06, 2015 at 11:07
Category: poetry-sms
Poetry / Poetry Sms
Zindagi Ki Asli Udan Abhi Baki Hai
zindagi ki asli udan abhi baki hai
apne iradoo ka imtihan abhi baaki hai
abhi to naapi hai mutthi bhar zameen
aage abhi saara aasman baaki hai
apne iradoo ka imtihan abhi baaki hai
abhi to naapi hai mutthi bhar zameen
aage abhi saara aasman baaki hai
·
2 Like ·
Jul 05, 2015 at 23:07
Category: poetry-sms
Poetry / Poetry Sms
Aaj Zindagi Se Mulakaat Ho Gayi
Aaj zindagi se mulakaat ho gayi
Lab khule bhi na the, k baat ho gayi
Ishara kiya hai usane, k tu khamosh ho ja
Pana chahata hai jo mujhe, to meri aagosh me so ja
Lab khule bhi na the, k baat ho gayi
Ishara kiya hai usane, k tu khamosh ho ja
Pana chahata hai jo mujhe, to meri aagosh me so ja
·
1 Like ·
Jun 19, 2015 at 18:06
Category: poetry-sms
Poetry / Poetry Sms
Abdul Karim Khan
Zindagi Mein Ek Haseen Galti Kar Baithe
Zindagi mein ek haseen galti kar baithe
Hum nadani mein pyar kar baithe
Dil ko apne khud thokar maar baithe
Ek bewafaa se murhum ki umeed kar baithe
Hum nadani mein pyar kar baithe
Dil ko apne khud thokar maar baithe
Ek bewafaa se murhum ki umeed kar baithe
·
1 Like ·
Jun 14, 2015 at 21:06
Category: poetry-sms
Articles / Featured
Ijunoon
Musbit Soch Khushhaal Zindagi Ki Zaamin
جلن یا حسد کا مادہ چہرے سے مسکراہٹ اور آنکھوں سے نیند اڑالے جاتا ہے،اسی لئے ماہرین کہتے ہیں کہ مثبت طرز عمل اپنائیں اور ہنسی خوشی کامیاب زندگی گزاریں۔ چہرے پر شکنیں اور آنکھوں میں نفرت رکھنے والے شخص ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jun 12, 2015 at 01:06
Category: featured
Sponored Video