Search
Poetry / 0
Hafeez Ur Rehman
Muskurati Hoi Dhanak Hai Wohi
Muskurati hoi dhanak hai wohi
uss badan mein chamak damak hai wohi
phool murjhaa gaye ujaloon kay
sanwali shaam mein namak hai wohi
abhi bhi chehra charaagh lagta hai
bujh gaya hai magar chamak hai wohi
woh saraba diyeah ki lo jaisa
mein hawa hoon idhar lapak hai wohi
koi sheesha zaroor toota hai
gungunai hoi khanak hai wohi
payaar kis ka mila hai mitti mein
iss chanbaili tallay mehak hai wohi
uss badan mein chamak damak hai wohi
phool murjhaa gaye ujaloon kay
sanwali shaam mein namak hai wohi
abhi bhi chehra charaagh lagta hai
bujh gaya hai magar chamak hai wohi
woh saraba diyeah ki lo jaisa
mein hawa hoon idhar lapak hai wohi
koi sheesha zaroor toota hai
gungunai hoi khanak hai wohi
payaar kis ka mila hai mitti mein
iss chanbaili tallay mehak hai wohi
·
4 Like ·
May 20, 2021 at 23:05
Category: 0
Poetry / Sad
Sehar Saeed
Wohi Mehsoos Kartay Hain Saza Dard E Muhabbat Ki.
Wohi Mehsoos Kartay Hain Saza Dard-e-Muhabbat Ki...
Jo Apni Zaat Sey Barh Kar Kisi Sey Piyaar Kartay Hain...
Jo Apni Zaat Sey Barh Kar Kisi Sey Piyaar Kartay Hain...
·
1 Like ·
Sep 25, 2018 at 13:09
Category: sad
Advertisement
Quotes / Urdu Quotes
Kainaat Siddique
Jhoot Wohi Bolta Hai.
Jhoot wohi bolta hai Jo ALLAH pak ki pakarr se nahin darta.
·
6 Like ·
Sep 13, 2018 at 23:09
Category: urdu-quotes
Quotes / Urdu Quotes
Kainaat Siddique
Jhoot Wohi Bolta Hai.
Jhoot wohi bolta hai Jo ALLAH pak ki pakarr se nahin darta.
·
4 Like ·
Sep 13, 2018 at 19:09
Category: urdu-quotes
Poetry / Sad
Aras Rahes
Wohi Darpesh Hai Phir Zindagi Khwabon Khiyalon Ki.
Wohi Darpesh hai Phir Zindagi Khwabon Khiyalon ki,
Kahan hai Ab Tumhari Wo Mohabbat itne Salon ki.!
Agr Mere Muqadar me Andhera hi Andhera tha,
Kahani Kiyon Sunai thi Mujhe Tumne Ujalon ki,
Bara hai Farq dono me Mgr Dilchasp
hain dono,
Teri Duniya Jawabon ki Meri Duniya Sawalon ki,
Tumhen Jab se main Likhta hon,
Tumhen Jab se Main Parhta hon,
Zarurat hi Nhi Parti Kitabon k Hawalon ki,
Ta''alluq Jorna or Torna Tumse
Koi Seekhe,
Kahan se AaGai Tum ko Maharat
aisi Chalon ki.!
Shagufta Dil ko Rakha hai Faqt is waste"M0hSiN"
Zarurat Phir Na Parr Jaye Tumhen
Meri misalon ki...
Kahan hai Ab Tumhari Wo Mohabbat itne Salon ki.!
Agr Mere Muqadar me Andhera hi Andhera tha,
Kahani Kiyon Sunai thi Mujhe Tumne Ujalon ki,
Bara hai Farq dono me Mgr Dilchasp
hain dono,
Teri Duniya Jawabon ki Meri Duniya Sawalon ki,
Tumhen Jab se main Likhta hon,
Tumhen Jab se Main Parhta hon,
Zarurat hi Nhi Parti Kitabon k Hawalon ki,
Ta''alluq Jorna or Torna Tumse
Koi Seekhe,
Kahan se AaGai Tum ko Maharat
aisi Chalon ki.!
Shagufta Dil ko Rakha hai Faqt is waste"M0hSiN"
Zarurat Phir Na Parr Jaye Tumhen
Meri misalon ki...
·
0 Like ·
Sep 06, 2018 at 16:09
Category: sad
Poetry / Sad
Jiya Daniyal
Wohi Ranjishein, Wohi Hasratein
Wohi Ranjishein, Wohi Hasratein Na He Dard-e-Dil Mein Kami Hue,,,
Ajab Si Hai Meri Zindagi Na Guzar Saki Na Khatam Hue..!!
Ajab Si Hai Meri Zindagi Na Guzar Saki Na Khatam Hue..!!
·
1 Like ·
Jul 05, 2018 at 00:07
Category: sad
Poetry / Sad
Andaleeb Siddiqui
Aankhen Bhi Wohi Hain
ankhen bhi wohi hain to darecha bhi wohi hai
aur soch ke aangan mein utartaa bhi wohi hai
woh jis ne diye mujh ko mohabbat ke khazanay
baadal ki terhan aankh se barsa bhi wohi hai
aur soch ke aangan mein utartaa bhi wohi hai
woh jis ne diye mujh ko mohabbat ke khazanay
baadal ki terhan aankh se barsa bhi wohi hai
·
0 Like ·
Apr 11, 2018 at 23:04
Category: sad
Poetry / Love
Kashif Yaqoob
Khud Ko Panay Ki Justaju Hai Wohi
Khud ko panay ki justaju hai wohi
Us se milne ki arzoo hai wohi
Uska chehra usi k khad o khaal
Apna mozo guftagu hai wohi
Hain usi k ye rang haye sukhan
Mere pehloo main khoob roay wohi
Kitne mausam badal gaye laikin
Dil wohi dil ki arzoo hai wohi
Hai wohi shoq e chaak daamani
Aur phir khuwahish rafu hai wohi
Us se milne ki arzoo hai wohi
Uska chehra usi k khad o khaal
Apna mozo guftagu hai wohi
Hain usi k ye rang haye sukhan
Mere pehloo main khoob roay wohi
Kitne mausam badal gaye laikin
Dil wohi dil ki arzoo hai wohi
Hai wohi shoq e chaak daamani
Aur phir khuwahish rafu hai wohi
·
2 Like ·
Mar 05, 2018 at 18:03
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Wohi Raaton Ki Bedari Hai Ab Tak
Wohi raaton ki bedari hai ab tak
tamanna ka safar jaari hai ab tak
khyal-e-zabt aur tarq-e-talluq
yehi pathar bohat bhari hai ab tak
akeli chandni raaton main dil ko
sulag uthne ki bemari ha ab tak
abhi pichlay dino jo hum pe guzri
ussi rutt ka nasha taari hai ab tak
tamanna ka safar jaari hai ab tak
khyal-e-zabt aur tarq-e-talluq
yehi pathar bohat bhari hai ab tak
akeli chandni raaton main dil ko
sulag uthne ki bemari ha ab tak
abhi pichlay dino jo hum pe guzri
ussi rutt ka nasha taari hai ab tak
·
3 Like ·
Mar 05, 2018 at 00:03
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Wohi Barishon Ka Mousam
Wohi Barishon Ka Mousam,
Wohi Sardiyoon Ki Shamain
Wohi Dilruba Ghataein,
Wohi Saans Leti Khushboo
Wohi Morr Murti Sarakein,
Wohi Pursukoon Jagah ,
Hai Farq Bas Zara Sa
Jo Gazeshta Mousamoon Main
mera HumNawa Bana Thaa
Jane Wo Aub Kahan Hai......!
Jane Wo Aub Kahan Hai......!
Wohi Sardiyoon Ki Shamain
Wohi Dilruba Ghataein,
Wohi Saans Leti Khushboo
Wohi Morr Murti Sarakein,
Wohi Pursukoon Jagah ,
Hai Farq Bas Zara Sa
Jo Gazeshta Mousamoon Main
mera HumNawa Bana Thaa
Jane Wo Aub Kahan Hai......!
Jane Wo Aub Kahan Hai......!
·
1 Like ·
Jan 19, 2018 at 02:01
Category: sad
Sponored Video