Search
Poetry / Love
Ijunoon
Ye Na Thee Hamaree Qismat
1. Ye na thee hamaree qismat ke wisaal-e-yaar hota
it was not in my fate to meet my lover
agar aur jeete rehte yahee intezaar hota
had I lived longer, this would still be my only desire
2. Tere waade par jiye ham to ye jaan jhoot jaanaa
to live on your promise is to make my life a lie
ke khushee se mar na jaate agar eitabaar hota
would I not have died of happiness if i trusted it
it was not in my fate to meet my lover
agar aur jeete rehte yahee intezaar hota
had I lived longer, this would still be my only desire
2. Tere waade par jiye ham to ye jaan jhoot jaanaa
to live on your promise is to make my life a lie
ke khushee se mar na jaate agar eitabaar hota
would I not have died of happiness if i trusted it
·
1 Like ·
Nov 29, 2018 at 02:11
Category: love
Social Wall / Text
Saiqa Bukhari
Munshi Kay Baagh Se Hat Kar Shaam Laat Thee
·
1 Like ·
May 08, 2018 at 06:05
Category: text
Advertisement
Poetry / General
Sajjad Yaqoob
Adawaten Theen, Taghaful Tha, Ranjishen Thee Bohat
adawaten theen, taghaful tha, ranjishen thee bohat
bicharne walay me sab kuch tha, bewafai na thi
bicharne walay me sab kuch tha, bewafai na thi
·
2 Like ·
Mar 22, 2018 at 16:03
Category: general
Jokes / Miya Aur Biwi
Pinky Queen
Kaun Thee Yeh
shohar aur biwi khanay kay liye gaye tou aik larki ne hello kaha
biwi: kaun thi yeh?
shohar: mera dimagh nah kharab karo abhi usay bhi batana hai kay tum kaun ho
biwi: kaun thi yeh?
shohar: mera dimagh nah kharab karo abhi usay bhi batana hai kay tum kaun ho
·
2 Like ·
Feb 25, 2018 at 10:02
Category: miya-aur-biwi
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Khabar Bhe Thee K Hawayein Wafa Nahe Kartein
Dilon mei phir se nayi Chahatein saja bethay
Galay mile to sabhi Ranjishein bhula bethay
Woh jisko pyar ka Mafhoom tak nahe maloom
Usi k dar pe he kion Jan-o-Dil luta bethay
Khabar bhe thee k Hawayein wafa nahe kartein
Unhi k dosh per phir kion Diya jala bethay
Yeh nahi qurb mei Be Ikhtiar rotay hain
Jo baat dil ne chupayi wohi bata bethay
Jo patharon k hawale se Moatbar hai bohat
Hum usi sheher mei Sheeshay ka ghar bana bethay
Galay mile to sabhi Ranjishein bhula bethay
Woh jisko pyar ka Mafhoom tak nahe maloom
Usi k dar pe he kion Jan-o-Dil luta bethay
Khabar bhe thee k Hawayein wafa nahe kartein
Unhi k dosh per phir kion Diya jala bethay
Yeh nahi qurb mei Be Ikhtiar rotay hain
Jo baat dil ne chupayi wohi bata bethay
Jo patharon k hawale se Moatbar hai bohat
Hum usi sheher mei Sheeshay ka ghar bana bethay
·
1 Like ·
May 08, 2017 at 12:05
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Usey Jane Ki Jaldi Thee
usey jane ki jaldi thee
yonhi baton hi baton mein
mujhe us ne bataya tha
mohabbat karne wale pyar mein dhoka nahen karte
koi jab baat karta ho usey toka nahen karte
jise jane ki jaldi ho usey toka nahen karte
yonhi baton hi baton mein
mujhe ab yaad aya hai
usey jane ki jaldi thee!!!!!,
yonhi baton hi baton mein
mujhe us ne bataya tha
mohabbat karne wale pyar mein dhoka nahen karte
koi jab baat karta ho usey toka nahen karte
jise jane ki jaldi ho usey toka nahen karte
yonhi baton hi baton mein
mujhe ab yaad aya hai
usey jane ki jaldi thee!!!!!,
·
1 Like ·
Jul 18, 2016 at 05:07
Category: sad
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Jab Mulaqat Bay Iradah Thee
جب ملاقات بے ارادہ تھی
اس میں آسودگی زیادہ تھی
نہ توقع نہ انتظار نہ رنج
صبحِ ہجراں نہ شامِ وعدہ تھی
نہ تکلف نہ احتیاط نہ زعم
دوستی کی زبان سادہ تھی
جب بھی چاہا کہ گنگناؤں اسے
شاعری پیش پا فتادہ تھی
لعل سے لب چراغ سی آنکھیں
ناک ستواں جبیں کشادہ تھی
حدتِ جاں سے رنگ تانبا سا
ساغر افروز موجِ بادہ تھی
زلف کو ہمسری کا دعوی? تھا
پھر بھی خوش قامتی زیادہ تھی
کچھ تو پیکر میں تھی بلا کی تلاش
کچھ وہ کافر تنک لبادہ تھی
اپسرا تھی نہ حور تھی نہ پری
دلبری میں مگر زیادہ تھی
جتنی بے مہر، مہرباں اتنی
جتنی دشوار ، اتنی سادہ تھی
اک زمانہ جسے کہے قاتل
میرے شانے پہ سر نہادہ تھی
یہ غزل دین اس غزال کی ہے
جس میں ہم سے وفا زیادہ تھی
وہ بھی کیا دن تھے جب فراز اس سے
عشق کم عاشقی زیادہ تھی
اس میں آسودگی زیادہ تھی
نہ توقع نہ انتظار نہ رنج
صبحِ ہجراں نہ شامِ وعدہ تھی
نہ تکلف نہ احتیاط نہ زعم
دوستی کی زبان سادہ تھی
جب بھی چاہا کہ گنگناؤں اسے
شاعری پیش پا فتادہ تھی
لعل سے لب چراغ سی آنکھیں
ناک ستواں جبیں کشادہ تھی
حدتِ جاں سے رنگ تانبا سا
ساغر افروز موجِ بادہ تھی
زلف کو ہمسری کا دعوی? تھا
پھر بھی خوش قامتی زیادہ تھی
کچھ تو پیکر میں تھی بلا کی تلاش
کچھ وہ کافر تنک لبادہ تھی
اپسرا تھی نہ حور تھی نہ پری
دلبری میں مگر زیادہ تھی
جتنی بے مہر، مہرباں اتنی
جتنی دشوار ، اتنی سادہ تھی
اک زمانہ جسے کہے قاتل
میرے شانے پہ سر نہادہ تھی
یہ غزل دین اس غزال کی ہے
جس میں ہم سے وفا زیادہ تھی
وہ بھی کیا دن تھے جب فراز اس سے
عشق کم عاشقی زیادہ تھی
·
1 Like ·
Mar 11, 2016 at 15:03
Category: general
Baatein / Ammi Ji Ki Baatein
Sadaf Faiz
Jab Mein Tumhari Umar Ki Thee
Jab mein tumhari umar ki thee to poora ghar sanbhalti thee.
·
0 Like ·
Jun 09, 2014 at 09:06
Category: ammi-ji-ki-baatein
Sms / Funny
Shahbaz Ishaq
Ek Ladki Thee Diwani See
Ek Ladki thee Diwani see,
Tendulkar per wo Martee Thee,
Chori chori, chupke chupke Bhajji ko
Chitthiyaan Likha Karti Thee,
Nazren jhuka ke, Sharma ke,
Gauti se baatein karti thee,
Kabhi kabhi zulfein bikherke,
Viru ki galiyon se Guzarti thee,
Kuchh kehna tha shayad usko Raina se,
par Maahi se wo darti thee,
Jab bhi milti thi Yuvi se,
bas yehi poochha karti thi kay,
Kameeno, Koi Series kab Jeetoge???
Tendulkar per wo Martee Thee,
Chori chori, chupke chupke Bhajji ko
Chitthiyaan Likha Karti Thee,
Nazren jhuka ke, Sharma ke,
Gauti se baatein karti thee,
Kabhi kabhi zulfein bikherke,
Viru ki galiyon se Guzarti thee,
Kuchh kehna tha shayad usko Raina se,
par Maahi se wo darti thee,
Jab bhi milti thi Yuvi se,
bas yehi poochha karti thi kay,
Kameeno, Koi Series kab Jeetoge???
·
1 Like ·
Mar 24, 2012 at 13:03
Category: funny
Tags: Ladki
Sms / Shairi
Rafeeq
Kya Kahoon Aapse Kitni Umeeden Thee
Kya Kahoon Aapse Kitni Umeeden Thee
Aap Kya Badle Duniya Badal Si Gayi
Aasra De Ke Dil Tod Te Hain Mera
Iss Tarah Sataane Se Kya Faaida
Aap Kya Badle Duniya Badal Si Gayi
Aasra De Ke Dil Tod Te Hain Mera
Iss Tarah Sataane Se Kya Faaida
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: shairi
Sms / Marital Woes
Unknown
Mere Yar Ik Shadi Thee Us Mein Pata Hai Kia Howa?
Mere Yar Ik Shadi Thee Us Mein pata hai Kia howa us mein mere Nazer ik bohot hee Khobsorat Lerki pher Paree. mein us ka Ashiq Hi Gia pher Us nay mujh ko lift nahe karay heheheheh
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: marital-woes
Sms / Uncategorized
Unknown
Koon Thee Woo
Husband aur wife hotel me gaye tabhi 1 lady ne
Hello kiya,
Wife- koun thi wo?
Hus-Tum dimag kharab mat karo, main pehle hi pareshan hu ki woh bhi Yehi puchegi
Hello kiya,
Wife- koun thi wo?
Hus-Tum dimag kharab mat karo, main pehle hi pareshan hu ki woh bhi Yehi puchegi
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sponored Video