Search
Sms / Dard
Ijunoon
Na Kabhi Yeh Chupaya K Pyaar Kitna Hai..
Na kabhi yeh chupaya k pyaar kitna hai..
Na kabhi yeh jataya k Dard kitna hai..
Bas hamare uss Ek khuda ko malum hai..
Hamari zindagi mein ahmiyat aapki kitni hai..
Na kabhi yeh jataya k Dard kitna hai..
Bas hamare uss Ek khuda ko malum hai..
Hamari zindagi mein ahmiyat aapki kitni hai..
·
1 Like ·
Nov 20, 2007 at 02:11
Category: dard
Tags: Khuda Pyaar
Sms / Shairi
Ijunoon
Hum Na Hote Tou Aapko Gazal Kaun Kehta.
Hum na hote tou aapko gazal kaun kehta,
Apke chehre ko gulab kaun kehta,
Ye tou karishma hai hum pyar karne walon ka
Warna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta.
Apke chehre ko gulab kaun kehta,
Ye tou karishma hai hum pyar karne walon ka
Warna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta.
·
1 Like ·
Nov 19, 2007 at 19:11
Category: shairi
Advertisement
Sms / Shairi
Zoya Ali
Mujh Se Meri Dosti Ki Ibtida Na Pooch
mujh se meri dosti ki ibtida na pooch
mujh se meri chahat ki inteha na pooch
raza hai meray dil ki tou har pal khush rahay
aur meray dil se meray dil ki dua na pooch
mujh se meri chahat ki inteha na pooch
raza hai meray dil ki tou har pal khush rahay
aur meray dil se meray dil ki dua na pooch
·
2 Like ·
Feb 07, 2008 at 03:02
Category: shairi
Sms / Dard
Mohammad Asif
Na Rahi Aaj Wo Apni Kahani
Na rahi aaj wo apni kahani
Na wo haseen din na wo raatein suhani.
Phir bhi hume aziz hai unki har nishaani
Chahe dil ka wo dard ho ya aankho ka paani.
Na wo haseen din na wo raatein suhani.
Phir bhi hume aziz hai unki har nishaani
Chahe dil ka wo dard ho ya aankho ka paani.
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: dard
Tags: Apni
Sms / Missing You
Mohammad Asif
Roshni Kab Kam Hui Pata Na Chala,
ROSHNI kab kam hui pata na chala,
KHUSHI kab ghum hui pata na chala.
Tumhari YAAD mein khoye kuch is tarah,
AANKH kab num hui pata na chala.
KHUSHI kab ghum hui pata na chala.
Tumhari YAAD mein khoye kuch is tarah,
AANKH kab num hui pata na chala.
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: Missing You
Sms / Valentines Day
Abid Abi
Kitna Bhi Chaho Na Bhol Paoge
Kitna bhi chaho na bhol paoge
Hum se jitna door jao nazdik pao ge
Humein mita sakte ho to mita dou
yaadein meri, magar..
kya sapno se juda kar pao ge humein.
HapPy VaLentine's Day Jan..!!
Hum se jitna door jao nazdik pao ge
Humein mita sakte ho to mita dou
yaadein meri, magar..
kya sapno se juda kar pao ge humein.
HapPy VaLentine's Day Jan..!!
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: valentines-day
Sms / Shairi
Ijunoon
Na Kabhi Muskurahat Aapke Hoton Se Dour Ho
Na kabhi muskurahat aapke hoton se dour ho,
Aapki har khwahish hakikat mein manzur ho,
Ho jaye jo aap humse khafa,
Khuda na kare humse kabhi aisa kasoor ho...
Aapki har khwahish hakikat mein manzur ho,
Ho jaye jo aap humse khafa,
Khuda na kare humse kabhi aisa kasoor ho...
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: shairi
Sms / Ghazal
Ijunoon
Ab To Kuch Na Hua Peeke Bahek Jaane Se
Ab to kuch na hua peeke bahek jaane se,
Baat maikhane ki baahar gayi maikhane se,
Do nigahoon ka jawani mein hai aisa milnaa
Jaise deewani ka milnaa kisi deewane se,
Dil ke ujade hue halat pe na jaaye koi,
Saher aabad hue hai isi veerane se,
Daro deewaro pe kabza hai udasi ka
Ghar mera ghar na raha unke chale jaane se....

Category: ghazal
Sms / Dard
Ijunoon
Palkon Pe Aansoun Ko Sajaya Na Jaa Saka
Palkon pe aansoun ko sajaya na jaa saka
Us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka,
Zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
Ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka,
Jab teri yaad aayi tou koshish ke ba wajood
Aankhon main aansoun ko chupaya na jaa saka,
Kuch log zindagi main aise bhi aaye hain
Jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka,
Bas iss khayaal se kahin us ko dukh na ho
Hum se tou haal-e-ghum bhi sunaya na jaa saka,
Woh muskuraya tha mere ru-ba-ru magar
Chehre ka rang us se chupaya na jaa saka,
Tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faasla ana ka mitaya na jaa saka.

Sponored Video