Search
Poetry / Humorous
Muzammil Shahzad
Na Kapray Hi Badlay Na Haal Acha
Na Kapray Hi Badlay Na Haal Acha Hai
Kis Manhos Ne Kaha Tha K Shadi Ka Khayal Acha Hai
Hum Tu Bachpan Se Ashiq Rahy, Janty Hein
Aik Doshiza Se Kaein Hasenaoun Ka Janjal Acha Hai
Mein Ne Pocha K Koi Dost Koi Boy Friend
Muskurati Hui Boli K Sawal Acha Hai
Bohat Dhonday Bahany Bhi Tu Asa Hai K Kabi Kabi
Meri Amaa Ka Halka Sa Jalal Acha Hai
Lazatein Flirt-O-Wafa Ki Hein Apni Apni
Mustakil Na Husan Acha Na Jamal Acha Hai
Azdawaji Zindagi Apni Ka Muqadar Kya Maloam
Iss Ka Kamal Acha Hai Na Zawal Acha Hai
Shadi Apni Jagha, Par Ye Hakiqat Hai Soni
Tery Andaz-E-Bayan Se Kahein Tera Ehval Acha Hai

·
2 Like ·
Feb 08, 2016 at 14:02
Category: humorous
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Ai Dil Un Ankhoon Per Na Ja
Ai Dil Un Ankhoon Per Na Ja
Jin Mein Wafoor-E-Ranj Hai
Kuch Dair Ko Tere Liye
Ansoo Agar Lehra Gaye
Yeh Chand Lamhoon Ki Chamak
Jo Tujh Ko Pagal Ker Gai!
In Jugnuon Ke Noor Se
Chamki Hai Kab Woh Zindagi
Jis Ke Muqadar Mein Rahi
Subh-E-Talb Se Teergi
Kis Sooch Mein Gum-Sum Hai Tu
Ai Be-Khabar! Nadaan Na Ban
Teri Fusarda Rooh Ko
Chahat Ke Kantoon Ki Talab
Aur Us Ke Daman Main Faqt
Humdardion Ke Phool Hein
Jin Mein Wafoor-E-Ranj Hai
Kuch Dair Ko Tere Liye
Ansoo Agar Lehra Gaye
Yeh Chand Lamhoon Ki Chamak
Jo Tujh Ko Pagal Ker Gai!
In Jugnuon Ke Noor Se
Chamki Hai Kab Woh Zindagi
Jis Ke Muqadar Mein Rahi
Subh-E-Talb Se Teergi
Kis Sooch Mein Gum-Sum Hai Tu
Ai Be-Khabar! Nadaan Na Ban
Teri Fusarda Rooh Ko
Chahat Ke Kantoon Ki Talab
Aur Us Ke Daman Main Faqt
Humdardion Ke Phool Hein
·
1 Like ·
Feb 05, 2016 at 01:02
Category: sad
Advertisement
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Tu Mera Naam Na Poocha Kar
Main Teri Zaat Ka Hissa Hoon
Main Teri Soch Main Shamil Hoon
Main Teri Neend Ka Qissa Hoon
Main Tery Khawab Ka Haasil Hoon
Main Teri Yaad Ka Mehver Hoon
Main Teri Saans Ka Jhonka Hoon
Tu Manzar,Main Pas-Manzar Hoon
Main Lamha Hoon,Main Jazba Hoon
Jazby Ka Koi Naam Nahi..
Tu Mera Naam Na Poocha Ker!!!!
Main Teri Soch Main Shamil Hoon
Main Teri Neend Ka Qissa Hoon
Main Tery Khawab Ka Haasil Hoon
Main Teri Yaad Ka Mehver Hoon
Main Teri Saans Ka Jhonka Hoon
Tu Manzar,Main Pas-Manzar Hoon
Main Lamha Hoon,Main Jazba Hoon
Jazby Ka Koi Naam Nahi..
Tu Mera Naam Na Poocha Ker!!!!
·
1 Like ·
Dec 07, 2015 at 02:12
Category: love
Social Wall / Photos
Meena Kumari
Awwww Dey B Do Na Pleej.
·
0 Like ·
Dec 04, 2015 at 16:12
Category: photos
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Maine Socha Na Tha
Main Ne Socha Na Tha
Khawahishain Barf-Zaaron Main Jal Jaain Gii
Or Masloob Ho Jaye Gii Zindagii
Roshnii , Roshnii Ko Nigal Jaye Gii
Main Ne Socha Na Tha
Chaand Gehenaain Ge
Rang Maadoom Ho Jaain Ge
Aanchalon Kii Dhanak Maand Per Jaye Gii
Apnii Touheen Per Muskuraye Ga Dil
Piyaar Ka Zaaiqa Bhool Jaye Ga Dil
Main Ne Socha Na Tha.......
Main Ne Socha Na Tha
Oass Ke Motiiyon Kii Tarah Jag-Magaatii Huee
Apnii Aankhon Main Khawabon Ke Jugnu Liye
Surmaii Baadalon Kii Tarah Raqs Kertii Huee
Chaandnii Raat Main Sheir Kehtii Huee Gaatii Huee
Aagahii Ke Safar Per Nikaltay Huay
Ek Larkii Kahin
Ilim-O-Daanish Ke Malbay Talay Dab Ke Reh Jaye Gii

Nov 19, 2015 at 15:11
Category: general
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Baba Guriya Laa Do Na
Baithi Hay Woh Intezaar Main Saipahar Se
Maa Kab Aayenge Baba Pochay Betabi Se
Khilay Masoom Chehra Baba Ki Dastak Se
Daur Ker Lipat Jaaye Baba Ki Taangoon Se
Masoom Andaz Main Kaha Apnay Baba Se
BABA GURIYA LAA DO NA
Baba Usko Gaud Main Utha Kar Muskarata Hai
Bari Mohabbat Se Beti Ko Apni Bosa Deta Hai
Seenay Se Apnay Chimta Ke Woh Yeh Kehta Hai
Aaj Bohat Thak Gya Beta Or Kal Pe Taal Deta Hai
Sun K Beti Ki Yeh Fariyaad Woh Aah Bharta Hai
BABA GURIYA LAA DO NA
Baad Iss Ke Jaye Woh Khailnay Apni Sehliyon Se
Sajaaye Doosroon Ki Guriya Ko Iss Umeed Se
Banaongii Dulhan Guriya Ko Apni Kal Piyar Se
Karay Widaayi Guriya Ki Woh Num Ankhoon Se
Aur Mun Mun Main Woh Kahe Bari Hasrat Se
BABA GURIYA LAA DO NA
Aa Ke Ghar Baithe Maa Ki Aagosh Main Laad Se
Maa Khaanaa Khilaaye Uss Ko Baray Piyar Se
Kuch Sooch Ker Munh Phairay Woh Khanay Se
Khaongi Khana Saath Guriya Ke Kahay Maa Se
Jaa K Phir Masoom Si Zid Karay Apnay Baba Se
BABA GURIYA LAA DO NA
Dekh Na Paaye Beti Aansoon Ko Chupata Hai
Dil K Andar Hi Apni Ahaon Ka Gala Dabata Hai
Or Muskarati Ankhoon Se Beti Ko Manata Hai
Apnay Hathon Se Phir Usko Khana Khilata Hai
Kuch Yonhi Beti Ko Iss Zid Se Chup Karata Hai
BABA GURIYA LAA DO NA
Baba Uss Ka Jab Raat Ko Soonay Jaata Hai
Beti Ko Woh Apnay Seenay Pe Sulaata Hai
Band Ankhoon Se Apne Kal Ko Sochta Hai
Anginat Zarooratoon Main Woh Khoota Hai
Soch Ke Beti Ki Yeh Fariyaad Woh Roota Hai
BABA GURIYA LAA DO NA
Bas Ab Yeh Qalam Bhi Haar Chuka Iss Gurbat Se
Hay Lub-E-Aman Pe Bas Yeh Ek Dua ALLAH Se
Na Rahain Hasratain Zindagi Main Nayi Subah Se
Yeh Bachi Khaile Sang Sehliyon Ke Apni Guriya Se
Phir Kabhi Yeh Bachi Kah Na Sakay Apnai Baba Se

Nov 17, 2015 at 01:11
Category: sad
Poetry / Occassional Events
Garmi Na Daikhon
Khayaal Howa Hi Tha Barf Parri Dam Bhar Mein
Zindagi Aik Jatan Mein Hey Khushk-O-Tar Mein
Khoobsurat Hy Ye Sardi Ya Hoon Deevana Mein
Daakhil Hooti Nahi Hy Baat Doosre Sar Mein
Shukr Khuda Ka Sabhi Aas Paas Aag K Paas
Tujhey Bhi Chaahta Khuda Sey Hoon December Mein
Yehi Tamaasha Jo Hey Deikhney Ko Kaafi Hey
Lagey Hy Eisa Ke Garmi Na Deikhhoon Lot Kar Mein.

Nov 12, 2015 at 19:11
Category: occassional-events
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Nishan Tak Na Milainge
Nishan Tak Na Milenge Meri Wafa K Use,
K Maine Rah Badl Di Hay Aazma K Usy!
Kbhi Na Harf Koi Uski Sadgi Ka Khula,
Warq Warq Parha Maine Dil Laga K Usy!
Jo Sab Ka Haal Hua Tha Wo Mera Haal Hua,
Bani Na Baat Koi Bat Bhi Suna K Usy!
Mjhy Yaqeen Hy Wo Laut Kr Bhi Aega,
Magr Udaas Hu Ab Raasta Dikha K Usy!

Nov 12, 2015 at 01:11
Category: sad
Articles / Health
Ijunoon
Bachoo Se Totlee Zuban May Bat Na Ki Jay
ماہرین صحت کا کہنا ہے کہ چھوٹے بچوں سے توتلی زبان میں بات نہ کی جائی امریکی تحقیق کے مطابق جن بچوں سے توتلی زبان میں بات کی جاتی ہے وہ ساری زندگی کچھ لفظوں کی ادائیگی ٹھیک طرح نہیں کرسکتے۔ ماہرین کا ک...
مزید پڑھیں
·
2 Like ·
Nov 08, 2015 at 06:11
Category: health
Sponored Video