Search
Quotes / Urdu Quotes
Shagufta Yasmeen
Waqt Gherey Samander Mein Gira Hua Moti Hai.
Waqt gheray samander mein gira hua moti hai
jis ka dobara milna na mumkin hai.
jis ka dobara milna na mumkin hai.
·
5 Like ·
Sep 14, 2018 at 12:09
Category: urdu-quotes
Quotes / Urdu Quotes
Owais Kareem
Jab Tum Kisi Mein Koi Aib Dekho To Aisay Apne Ander Talaash Karo.
·
8 Like ·
Sep 13, 2018 at 11:09
Category: urdu-quotes
Advertisement
Social Wall / Text
Wajeeha Ali
Zindagi Mein Tum Se Ek Lambi Mulaqat Ho,
#Zindagi Mein Tum Se Ek Lambi Mulaqat Ho,
Mil Kar Baithe Hum "jana" Aur Lambi Baat Ho,
Baat Karne Ko Sirf Teri - Meri Zaat Ho,
Ruk Jaaye #Waqt Phir Din Ho Na Raat Ho...!!!!
Mil Kar Baithe Hum "jana" Aur Lambi Baat Ho,
Baat Karne Ko Sirf Teri - Meri Zaat Ho,
Ruk Jaaye #Waqt Phir Din Ho Na Raat Ho...!!!!
·
2 Like ·
Sep 06, 2018 at 20:09
Category: text
Poetry / Sad
Amna Omar
Tasweer E Shahkaar Wo Lakhon Mein Bik Gai
Tasweer e shahkaar wo lakhon mein bik gai
jiss mein bagher roti ke bacha udaas hai
jiss mein bagher roti ke bacha udaas hai
·
1 Like ·
Sep 01, 2018 at 03:09
Category: sad
Poetry / Sad
Asma Altaf
Utar Chukey Ho Samander Mein Hosla Rakhna.
Utar chukey ho Samander mein hosla rakhna
hawa chaley na chaley badban khula rakhna
kabhi na jaltey charaghoun ka silsila tutey
jo aik bhujney lagey sath dusra rakhna
yahee kamal hey barish mein beegtey rehna
aur apny jisam ki matii ko bhii bacha ker rakhna
hadud-e-zat key ander na koi jhank sakey
taluqat mein ik aisa fasla rakhna
kaheen pey donu kinarey zarur milty hein
bas apney app ko derya mein tum baha rakhna.

Aug 26, 2018 at 23:08
Category: sad
Poetry / Poetry Sms
Ebrahim Ali Ali
Is Qehat E Dosti Mein Koi Mujh Se Kya Mile
is qehat e dosti mein koi mujh se kya mile
khud apnay aap ko bhi muyaasar nahee hoon mein
khud apnay aap ko bhi muyaasar nahee hoon mein
·
1 Like ·
Aug 07, 2018 at 04:08
Category: poetry-sms
Poetry / Sad
Asfand Yar
Tere Hath Mein Hai Meri Zindagi.
Tu Bichar Raha Hai Soch Le Tere Hath Mein Hai Meri Zindagi
Tujhe Chorna Meri Maut Hai Meri Be-Basi Ka Khayal Kar..
Tujhe Chorna Meri Maut Hai Meri Be-Basi Ka Khayal Kar..
·
0 Like ·
Aug 04, 2018 at 03:08
Category: sad
Poetry / Sad
Safia Saeed
Mohabbaton Mein Marnewale Bhi Ajeeb Hai.
mohabbaton mein marnewale bhi ajeeb hai
azem hai hamari dastaan jaan-e-man
faaslon pe rehte hai lekin kareeb hai
hamko maalom hain ishq masoom hain
dil se ho jaati hain galtiyaan
sabr se ishq mehroom hain.
azem hai hamari dastaan jaan-e-man
faaslon pe rehte hai lekin kareeb hai
hamko maalom hain ishq masoom hain
dil se ho jaati hain galtiyaan
sabr se ishq mehroom hain.
·
0 Like ·
Aug 03, 2018 at 11:08
Category: sad
Social Wall / Text
Moiz Arshad
Ham Saray Mosamon Se Iss Liye Pyar Karna Shuru Karden Ke Garmi Mein Gandum Pakti Hai
ہم سارے موسموں سے اس لیے پیار کرنا شروع کر دیں کہ گرمی سے گندم پکتی ہے ۔
چونسا اور لنگڑا پک کر آتا ہے ۔
یہ کس قدر مہربان موسم ہے ۔
سردی میں مونگ پھلی کے نظارے ہیں ۔
بادام، چلغوزہ تیار ہوگا ۔
بارش برسے گی تو دریاؤں ، نہروں میں پانی آئے گا ۔
کھیت سر سبز ہوں گے خوشحالی آئے گی ۔
کہیں کہ خزاں کتنی اچھی ہے بہار کی نوید لاتی ہے ۔
ہم بجائے کسی بات کو نیگیٹو لینے کے پازیٹو لینا شروع کر دیں ۔
اور آدھے خالی دریا کو آدھا بھرا دریا کہنا شروع کر دیں تو جو بہتری ممکن ہے وہ ہمارے کئی منصوبوں اور اسکیموں سے بھی نا ممکن ہے ۔
اشفاق احمد زاویہ 3 ناشکری کا عارضہ صفحہ 15

Jul 30, 2018 at 20:07
Category: text
Sponored Video