Search
Islam / Ahadith
Ijunoon
Subh O Sham Sayyad Al Astaghfar Parhnay Wala Jannat Mein Dakhil Hoga
hazrat shaddad bin aous R.A se riwaya hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
jo shakhs yaqeen kay sath din kay waqt sayyad al astaghfar parhay ur sham se pehle fout ho jaye wo jannati hai, aur jo raat ke waqt yaqeen kay sath parhay aur subh se pehle fout ho jaye to jannati hai
(bukhari)
#hadith #sahihbukhari

·
1 Like ·
Jan 15, 2013 at 12:01
Category: ahadith
Tags: Jannat
Islam / Ahadith
Ijunoon
Nabi Kareem Sal Allahu Alaihi Wa Sallam Ki Ataat Karnay Walay Jannat Mein Jayenge
hazrat abu huraira R.A se riwayat hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
meri tamam ummat jannat mein jayegi magar jiss ne inkar kiya (jannat mein dakhil nahee hoga) sahaba karam R.A ne arz kiya kya ya Rosool Allah SAWW kiss ne inkaar kiya? Aap SAWW ne farmaya: jis ne meri ata-at ki wo jannat mein dakhil hoga aur jis ne nafarmani ki goya uss ne inkaar kiya
(bukhari)
#hadith #sahihbukhari
meri tamam ummat jannat mein jayegi magar jiss ne inkar kiya (jannat mein dakhil nahee hoga) sahaba karam R.A ne arz kiya kya ya Rosool Allah SAWW kiss ne inkaar kiya? Aap SAWW ne farmaya: jis ne meri ata-at ki wo jannat mein dakhil hoga aur jis ne nafarmani ki goya uss ne inkaar kiya
(bukhari)
#hadith #sahihbukhari
·
1 Like ·
Jan 15, 2013 at 12:01
Category: ahadith
Tags: Allah Jannat
Advertisement
Islam / Ahadith
Ijunoon
Jahan Karnay Walon Kay Liye Jannat Mein 100 Darjay Hain
hazrat abu huraira R.A say riwaya hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
jannat mein 100 darjay hain jo Allah ki raah mein jahad karnay walon kay liye tayyar kiye gaye hain do darjon kay darmiyan itna fasla hai hai jitna aasmaan aur zameen kay darmiyan hai
(bukhari)
#haidth #sahihbukhari
jannat mein 100 darjay hain jo Allah ki raah mein jahad karnay walon kay liye tayyar kiye gaye hain do darjon kay darmiyan itna fasla hai hai jitna aasmaan aur zameen kay darmiyan hai
(bukhari)
#haidth #sahihbukhari
·
1 Like ·
Jan 15, 2013 at 12:01
Category: ahadith
Tags: Jannat
Islam / Aqwal E Zareen
Ijunoon
Deen Mein Darhi Hai Darhi Mein Deen Nahe
log darhi ka mazaq uratay hain aur daleel daitay hain
deen mein darhi hai darhi mein deen nahee
agar is misaal par amal karen to phir deen ka koi rukn baqi nahee rahega jaisa kay
1. deen mein kalma hai kalma mein deen nahee
2. deen mein namaz hai namaz mein deen nahee
3. deen mein hajj hai hajj mein deen nahee
4. deen mein jahad hai jahad mein deen nahee
ab batayen iss misaal par amal karnay se deen ka kaunsa amal aur kaunsi sunnat baqi rahegi?
aap ko deen ki khwahish par chalna hai deen aap ki khwahish par nahee chalega.

4 Like ·
Jan 15, 2013 at 11:01
Category: aqwal-e-zareen
Tags: Darhi
Islam / Aqwal E Zareen
Ijunoon
Jhajray Mein Koodna Asaan
jhagray mein koodna asaan hai lekin uss se nikallna mushkil hai
hazrat Ali R.A
hazrat Ali R.A
·
3 Like ·
Jan 15, 2013 at 09:01
Category: aqwal-e-zareen
Islam / Aqwal E Zareen
Ijunoon
Kya Likhoon Hamd Uss Allah Ki Lafzon Mein
kya likhoon hamd uss Allah ki lafzon mein
jo mangu to ata karta hai, maang loon to be hisaab deta hai
jo mangu to ata karta hai, maang loon to be hisaab deta hai
·
1 Like ·
Jan 14, 2013 at 12:01
Category: aqwal-e-zareen
Tags: Allah
Islam / Ahadith
Andaleeb Siddiqui
Mayyat Kay Haq Mein
nabi kareem SAWW ne farmaya:
jiss musalmaan kay janazay mein aisay chalees aadmi shaamil hon jo Allah kay saath shirk na kartay hon tou Allah taala uss (mayyat kay haq) mein un ki sifarish qabool karta hai.
Muslim
jiss musalmaan kay janazay mein aisay chalees aadmi shaamil hon jo Allah kay saath shirk na kartay hon tou Allah taala uss (mayyat kay haq) mein un ki sifarish qabool karta hai.
Muslim
·
1 Like ·
Jan 13, 2013 at 18:01
Category: ahadith
Islam / Articles
Ijunoon
Ramadan Mein Jin Logon K Liye Rukhsat Hai
·
1 Like ·
Aug 04, 2011 at 14:08
Category: articles
Islam / Articles
Ijunoon
Roza Mein Jin Umoor Se Ahtiyaat Karna Chahiye
·
1 Like ·
Aug 04, 2011 at 14:08
Category: articles
Sponored Video