Search
News / Science Technology
Ijunoon
Internet Sarfeen Ki Zati Maloomat Ko Khatra
انٹرنیٹ استعمال کرنے والے دس میں سے ایک شخص ذاتی معلومات کو خطرے سے دو چار کر رہا ہے? برطانوی خبر رساں ادارے کی رپورٹ کے مطابق ماہرین نے کہاہے کہ ویب سائٹ استعمال کرنے والے اپنے کمپیوٹروں سے گراں قدر...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jun 08, 2010 at 09:06
Category: science-technology
Sms / Cool
Muzammil Shahzad
Dil Ko Kisi Pal
Dil ko kisi pal bhi karaar na aaya,
Na tera koi SMS ya PHONE na aaya,
Tum nadaan ho, nasamajh ho ya phir kuch aur,
Tumhe sab kuch aaya magar pyaar karna na aaya,
Na tera koi SMS ya PHONE na aaya,
Tum nadaan ho, nasamajh ho ya phir kuch aur,
Tumhe sab kuch aaya magar pyaar karna na aaya,
·
1 Like ·
Oct 01, 2012 at 19:10
Category: cool
Advertisement
Sms / Dard
Muzammil Shahzad
Auron Ko Dikhaane Ke Liye
Auron ko dikhaane ke liye hansta hu main,
Gham ko bhoolane ke liye hansta hu main,
Mere hansne ki hakeekat ko kya samajhogi,
Khud ko bhoolane ke liye hansta hu main,
Gham ko bhoolane ke liye hansta hu main,
Mere hansne ki hakeekat ko kya samajhogi,
Khud ko bhoolane ke liye hansta hu main,
·
1 Like ·
Oct 01, 2012 at 19:10
Category: dard
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Dil Mein Hum Aik Hi Jazbe Ko Samoyen Kese
Dil mein hum aik hi jazbe ko samoyen kese,
Ab tujhe paa ke yeh uljhan hai ke khoye kese,
Zehen chhalni jo kiya hai, To yeh majboori hai,
Jitne kaante hain, woh talwon mein piroyen kese,
Hum ne maana ke bohat dair hai hashar aney tak,
Chaar janib teri aahat ho to soyen kese,
Kitni hasrat thi, Tujhe pass bitha ker rotay,
Ab yeh yeh mushkil hai, Tere samne roye kese...!

Jun 12, 2012 at 17:06
Category: ghazal
Sms / Funny
Shahbaz Ishaq
Mere Dost Ko Majboor
Waqt ne mere Dost ko majboor kardiya,
Choute se zakham ko nasoor kardiya,
Kaun chahta hai apno se door rehna,
lakin waqt ne Sab ko \'Majboor\' kar diya.
Choute se zakham ko nasoor kardiya,
Kaun chahta hai apno se door rehna,
lakin waqt ne Sab ko \'Majboor\' kar diya.
·
1 Like ·
Jun 06, 2012 at 20:06
Category: funny
Tags: Dost
Sms / Uncategorized
Shahbaz Ishaq
Cricket Ko Maine Jaab Jahan Daikha
Cricket ko maine jaab jahan daikha
kisi ko mangtey dua daikha
kisi ko pakistan zindaba kehtey daikha
Cricket ko maine jaab jahan daikha
har k baad kisi ko gusse main kisi ko rotey daikha
Cricket ko maine jaab jahan daikha
kisi ko hosla kartey daikha
kisi ko akhir wicket pey bhe jeet ki chahat mai daikha
Cricket ko maine jaab jahan daikha
Kisi ko udass kisi ko heran daikha Cricket ko maine jaab jahan daikha
Magar pakistan main phir bhe cricket sey pyaar daikha
Har k bhe hosla aaman daikha
Hr kisi ko phr se jeet ki chaha mai jety dekha Pakistan mai cricket se be panha pyar daikha
Lab pey phir ik baar pakistan zinabada daikha
Cricket ko pakistan mai jaab jahan daikha......!!

Jun 04, 2012 at 19:06
Category: uncategorized
Tags: Pakistan Cricket
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Dil Ko Magar Pehla Sa Qarar Bhi Nahi
Koi gham, Koi Hijr-e-Aabshaar bhi nahi
Dil ko magar pehla sa qarar bhi nahi
Haatho se apnay hi ghont dia gla mohabbat ka
Bharay shehar mai hum sa koi Nadaar bhi nahi
Badal gya bichar kar, yun khad-o-haal tera
Chehray par ab tere wo Gull-Azaar bhi nahi
Kaha tha tum ne ke bhula de ge ab uss ko
Ay dil-e-nadan tujh sa Ghadaar bhi nahi
Na nikaal mujhe apnay dil se Mulazimo ki tarha
Mere pass to aur koi Rozgaar bhi nahi
Hasnain Barsoo ke baad mila to yu laga mujh ko
Darmyan hamaray ab Ana ki deewar bhi nahi...!

May 09, 2012 at 17:05
Category: ghazal
Tags: Mohabbat
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Ek Shakhs Ko Deakha Tha
Ek shakhs ko deakha tha
Taron ki tarha Hamney
Ek shaks ko chaaha tha
Apnon ki tarha Hamney
Ek shaks ko samjha tha
Phoolon ki tarhaa Hamney
Wo shaks qayamat tha
Kya uski karein Batain
Din us ky liye Paida
Aur uski he thi Ratain
Kab milta kisi se tha
Ham se thi mulaqatain
Aankhain thi ke jaadu tha
Palkain thi k talvarain
Dushman bi agar dekhein
so jaan se dil Harain
Kuch tum se wo milta tha
Baton mein shabahat thi
Han tum sa hi lagtaa tha
Shokhi mein sharaarat main
Lagta bhi tumhe sa tha
Dastur-e-mohabbat main
Wo shaks hamain aik din
Apnon ki tarhaa Bhola
Taron ki tarha doba
Phoolon ki tarha tuta
Phir haath na aaya woh
Hamney bohat dhoondha
Tum kis liye chonkay ho
Kab zikar tumhar hai
Kab tum se taqaza hai
Kab tum se shikaayat hai
Ikk taaza Hikayat hai
Sun lo tou inayat hai
Ek shaks ko chaaha tha
Apnon ki tarha Hamney...!
Taron ki tarha Hamney
Ek shaks ko chaaha tha
Apnon ki tarha Hamney
Ek shaks ko samjha tha
Phoolon ki tarhaa Hamney
Wo shaks qayamat tha
Kya uski karein Batain
Din us ky liye Paida
Aur uski he thi Ratain
Kab milta kisi se tha
Ham se thi mulaqatain
Aankhain thi ke jaadu tha
Palkain thi k talvarain
Dushman bi agar dekhein
so jaan se dil Harain
Kuch tum se wo milta tha
Baton mein shabahat thi
Han tum sa hi lagtaa tha
Shokhi mein sharaarat main
Lagta bhi tumhe sa tha
Dastur-e-mohabbat main
Wo shaks hamain aik din
Apnon ki tarhaa Bhola
Taron ki tarha doba
Phoolon ki tarha tuta
Phir haath na aaya woh
Hamney bohat dhoondha
Tum kis liye chonkay ho
Kab zikar tumhar hai
Kab tum se taqaza hai
Kab tum se shikaayat hai
Ikk taaza Hikayat hai
Sun lo tou inayat hai
Ek shaks ko chaaha tha
Apnon ki tarha Hamney...!
·
1 Like ·
May 05, 2012 at 20:05
Category: ghazal
Sms / Ascii
Shahbaz Ishaq
Dunya Ko Bdalty Dekha
Hm ne bhe dunya ko bdalty dekha hy
faraz
Lekn tm badal kr anmol ho gaye.
.
.
.
(\_/)
(.".)"^----- ,,
\./ "( , _ ,_; )
_// _//
Waqae yar tum badal gaye.! .hahahahaha
faraz
Lekn tm badal kr anmol ho gaye.
.
.
.
(\_/)
(.".)"^----- ,,
\./ "( , _ ,_; )
_// _//
Waqae yar tum badal gaye.! .hahahahaha
·
1 Like ·
Apr 26, 2012 at 20:04
Category: ascii
Sponored Video