Search
Sms / Dard

Ijunoon
Na Jane Kyun Hum Unpe Khafa Hote Hain

Na jane kyun hum unpe khafa hote hain,
dedar hi nahi baat b muskil se karte hain.
Hoke naraz jab ye ankhen rone lagen,
tou sar rakhne k liye unka daman hi dhundte hain.
dedar hi nahi baat b muskil se karte hain.
Hoke naraz jab ye ankhen rone lagen,
tou sar rakhne k liye unka daman hi dhundte hain.
·
1 Like ·
Nov 16, 2007 at 03:11
Category: dard
Sms / Dard

Ijunoon
Tum Khafa Hogaye Tou Koi Khushi Na Rahegi

Tum khafa hogaye tou koi khushi na rahegi,
Tere bina chirago mein roshni na rahegi,
Kya kahen kya guzregi dil par,
Zinda tou rahenge par zindagi na rahegi.
Tere bina chirago mein roshni na rahegi,
Kya kahen kya guzregi dil par,
Zinda tou rahenge par zindagi na rahegi.
·
1 Like ·
Nov 17, 2007 at 04:11
Category: dard
Advertisement
Sms / Uncategorized
Unknown
Tamam Luge Khafa Ta...
ajj ye story huwa.
ju luge sunte he parishan huga.
aik girl ta .os ne aik youngboy se
ishaq huwa. waho duno aik dusre se buhut piyar ta
ye isheq 20 year se chal raha ta.
tu evey day mila kerte te.
youngboy wala turda gharib te.
our girl wala family buhut maldar te
young boy wala ne baar baar reshat beja
but girl wala family ne inkar kai.
taqriban 100 bar reshat beja but
os girl wala ne nahi
our isheq etna schaa ta ,keh muje yaqeen hai
keh ase ishqe kabi huga our
kabhe hujai ga
girl ne apni sare faily ku kaha
keh ager app lugu ne muje apne boyfriend ku nahi diya tu mai
bhag jaoing ya
khud kushe karunga
20 year se ye ishqe es had tak aa puncha keh
girl family wale buhut majbur huwe
our apne girl ku zaher ka injactione
lagaker marwa diya
our lugu ku kaha keh heart atack huw hai
jab youngboy ku pata chal tu wahe
bhi ghame se diwana huwa.
ye story ajj date 4.6.2003 ku peash aya hai
wassalam
usman ali khan swatii

Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sms / Uncategorized
Unknown
janay kis baat per woh hum say khafa rehtay hain sochata hoo jo manaoo to manaoo kaisay
Pyar kay deep jalanay walay, kuch kuch pagal hotay hein
apni jaan say janay walay, kuch kuch pagal hotay hein
jaan say pyaray logoon say bhi kuch kuch pardah lazim hai
saari baat batanay walay, kuch kuch pagal hotay hein
for savera (Rawalpindi)
apni jaan say janay walay, kuch kuch pagal hotay hein
jaan say pyaray logoon say bhi kuch kuch pardah lazim hai
saari baat batanay walay, kuch kuch pagal hotay hein
for savera (Rawalpindi)
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sms / Uncategorized
Unknown
Khafa
HUM KABBI APNU SE KHAFA HO NAHI SAKHTE,MUHABBAT K RISHTE BEWAFA HO NAHI SAKHTE.APP BHALE HI HUME BHULA K SOO JAO ,HUM AP KO YAAD KIYE BINA SO NAHI SAKHTE.
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized

Sponored Video