Search
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Jab Sajan Baat Karay Inkaar Nhi Kartay
TU HE MERA HEERA HAI
DUNIYA K SAMANDAR MEI
TERA PYAR JAZEERA HAI
JUGNU K SITARA THA
TERAY BAAM PAY JO CHAMKA
WOHI NAAM HAMARA THA
DARIYAOON K DHAARAY HAIN
TUM MANO KEH NA MANO
HUM DIL SAY TUMHARAY HAIN
PHOOLON KI KAYARI HAI
TERAY DIL KI KHUSHI SAJNA
HAMEN JAN SAY PYARI HAI
QISSAY NHI DOHRATAY
JO LAMHAY GUZAR JAAEYN
WO MURR K NHI AATAY
DUNIYA MERAY SATH CHALAY
HER CHEEZ THEHAR JAAEY
JAB TUM SAY BAAT CHALAY
TAKRAAR NHI KARTAY
JAB SAJAN BAAT KARAY
INKAAR NHI KARTAY
DUNIYA K SAMANDAR MEI
TERA PYAR JAZEERA HAI
JUGNU K SITARA THA
TERAY BAAM PAY JO CHAMKA
WOHI NAAM HAMARA THA
DARIYAOON K DHAARAY HAIN
TUM MANO KEH NA MANO
HUM DIL SAY TUMHARAY HAIN
PHOOLON KI KAYARI HAI
TERAY DIL KI KHUSHI SAJNA
HAMEN JAN SAY PYARI HAI
QISSAY NHI DOHRATAY
JO LAMHAY GUZAR JAAEYN
WO MURR K NHI AATAY
DUNIYA MERAY SATH CHALAY
HER CHEEZ THEHAR JAAEY
JAB TUM SAY BAAT CHALAY
TAKRAAR NHI KARTAY
JAB SAJAN BAAT KARAY
INKAAR NHI KARTAY
·
1 Like ·
Apr 29, 2017 at 11:04
Category: love
Advertisement
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Aaj Jab Barish Hui
AAJ JAB BARISH HUI
YEH BHI IK KHAYAL AAYA
KYUN NA IK BAADAL KO
RAAZADAN BANAAUN MEIN
JO BHI MUJH PAR GUZRI HAI
USKO SUB SUNAOON MEIN
TUM SAY JO BHI KEHNA HAI
USKO SUB SUNAOON MEIN
PHIR TUMHARAY DIL PAR WO
AAJ HE BARAS JAAEY
YEH BHI IK KHAYAL AAYA
KYUN NA IK BAADAL KO
RAAZADAN BANAAUN MEIN
JO BHI MUJH PAR GUZRI HAI
USKO SUB SUNAOON MEIN
TUM SAY JO BHI KEHNA HAI
USKO SUB SUNAOON MEIN
PHIR TUMHARAY DIL PAR WO
AAJ HE BARAS JAAEY
·
1 Like ·
Apr 28, 2017 at 22:04
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Jab Naraz Hoti Ho
Jab Naraz Hoti Ho
Meri Jaan Tum Kabhi Mujh Say
Main Hansna Bhool Jata Hoon
Mujhay Aansoo Nahi Aatay
Mager !!!
Aankhon Kay Gooshon Main Nami Mehsoos Hoti Hay ,
Mujhay Har Cheez Main Jana Kami Mehsoos Hoti Hay !!!

Apr 11, 2017 at 05:04
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Jab Uss Ke Dar Se Utha Malaal Koi Na Tha
jab uss ke dar se utha, malaal koi na tha
ke mairi jholi maiN baqi sawaal koi na tha
bahaar aai to apnay siwaey zindaaN ke
tamaam sheHer maiN paraishaan haal koi na tha
kahaaN se la ke bichaye tumari raaH maiN phool
ke daal daal to kya, khal khal koi na tha
wo dinn hi theek the jab dill maiN rut badalnay ka
gumaan o khuvaab, yaqeen o khayaal koi na tha
yaqeen kar ke taire aankh uthne se pehlay
mairri nigaaH ke sheeshay maiN jaal koi na tha
huwa jo yooN to ye khoobi tairay hunar ki thi
marri wafaooN maiN mairra kamaal koi na tha

Apr 01, 2017 at 07:04

Mar 30, 2017 at 14:03
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Jab Tera Hukam Mila, Tark E Muhabat Kar Di
Jab tera hukam mila, tark-e-muhabat kar di
Dil magar es pe wo dharka k qayamat kar di
Tujh se kis tarha mein izhar-e-tamana karta
Lafz soojha to maani ne baghawat kar di
Mein to samjha tha k loat atay hain jaane wale
Tu ne to ja k judai meri qismat kar di
Mujh ko dushman k iradon pe bhi pyar ata hai
Teri ulfat ne muhabat meri adat kar di
Pooch beitha hon mein tuj se tere koochay ka pata
Tere haalat ne kaisi teri sorat kar di
Kya tera jism, tere husan ki hiddat mein jala
Raakh kis ne teri sonay ki si rangat kar di

2 Like ·
Mar 24, 2017 at 12:03
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Jab Pyaar Nahi Tha Tou Bhulaa Kyun Nahin Detey
Jab pyaar nahi tha tou bhulaa kyun nahin detey
Khat kiss liye rakhey hain jalaa kyun nahin detey
Kiss vastey likhaa hai hatheli pay meraa naam
Main harf e galat hun tou mitaa kyun nahin detey
Lillah shabb - o - roz kee uljhan say nikalo
Tum merey nahin ho tou bataa kyun nahin detey
Reh reh kay na tadpao bedard maseeha
Hathon say mujhay zehar pilaa kyon nahin detey
Jab meri wafaon pay yakeen tum ko nahin hai
Hasrat ko nighahon say giraa kyun nahin detey

Feb 27, 2017 at 10:02
Category: sad
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Jab Sar e Shaam Us Nay Zulfon Ko Sanwara Ho Ga
Jab Sar -e- Shaam Us Nay Zulfon Ko Sanwara Ho Ga
Haath Main Kangan Aankh Main Kajal Awara Ho Ga
Us Kay Jooray Main Laga Wo Sufaid Gulaab
Raat Ko Sotay Main Kise Nay Tu Utara Ho Ga
Aalam -e- Tanhaii Main Shab Bhar Karwatain Lay Kar
Koii Tu Ho Ga Jisay Us Nay Puraka Ho Ga
Haye ! Wo Neend Main Doobi Hoi Makhmoor Aankhain
Jis Nay Dekha Wo Dil Wahi Pay Haara Ho Ga
Us Kay Be Taab Laraztay Hoe Honton Pay
Humay Yaqeen Hay Machalta Howa Naam Humara Ho Ga

Feb 16, 2017 at 19:02
Category: love
Sponored Video