Search
Social Wall / Photos
Ijunoon
Kitna Badnaseeb Hai Wo Insaan
Kitna badnaseeb hai wo insaan jo apnay waledain ki khidmat kar k dua nahee leta lekin logon se kehta rehta hai k mere liye dua karna
·
3 Like ·
Feb 21, 2018 at 18:02
Category: photos
Poetry / General

Sadiyon Se Insaan Yeh Sunta Aya Hai

Sadiyon se insaan yeh sunta aya hai,
Dukh ki dhoop ke agey sukh ka saya hai,
Hum ko in sasti khushiyon ka bhoj na do,
Hum ne soch samajh ke gham apnaya hai,
Jhoot to kaatil thehra, es ka kya rona,
Sach ne bhi insaan ka khoon bahaya hai,
Paidaiesh ke din se maut ki zadd mein hain,
es maktal mein kon humain le aya hai,
Awal awal jis dil ne barbaad kiya,
Aakhir aakhir woh dil hi kaam aya hai,
Itne din ehsaan kiya deewanon per,
Jitne din logon ne sath nibhaya hai…

1 Like ·
Oct 21, 2017 at 18:10
Category: general
Advertisement
Articles / Featured
Ijunoon
Kiya Insaan Zameen Harrap Kar Jaiga
آپ نے اس شخص کی کہانی تو پڑھی ہوگی جو درخت کی ایک شاخ پر بیٹھا اسے کاٹ رہاتھا اور وہ یہ سننے کے لیے تیار نہیں تھا کہ اس کا نتیجہ کیا ہوگا۔ ایک عالمی ادارے کی تازہ رپورٹ یہ ظاہر کرتی ہے کہ آج کا انسان ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jun 25, 2017 at 03:06
Category: featured
Articles / Health
Ijunoon
Bagher Dil Ki Dharkan K Insaan
دل سے یاد کرنا، دل کی دھڑکن رک جانا یا دل کی گہرائیوں سے دعا دینے جیسی ساری باتیں امریکی شہری کریک لیوس پر پوری نہیں اترتیں کیونکہ کریگ ایک ایسا انسان ہے جو دل اور دھڑکن کے بغیر بھی زندہ ہے۔ پچپن سال...
مزید پڑھیں
·
2 Like ·
Jan 06, 2017 at 14:01
Category: health
Social Wall / Photos
Alisha Khan
Insaan Bhi Ajeeb Hai.
Insan Bhi Ajeeb Hai, Dua K Waqt Samjhta Hai K Allah Bohat Qareeb Hai Aur Gunah K Waqt Samjhta Hai K Allah Bohat Door Hai.
·
3 Like ·
Dec 17, 2016 at 12:12
Category: photos
Social Wall / Photos
Safia Saeed
Kamzor Insaan Kabhi Muaf Nahin Karsakta.
·
0 Like ·
May 02, 2016 at 08:05
Category: photos
Social Wall / Text

Neelum Chaudhry
Aey Insaan

Ache aamaal kar le aur neki karne k liye apni umar ko ghanimat samajh us waqt se pehle k yeh awaaz lag jaye k falan shakhs ab dunya mai nahi raha.
·
10 Like ·
Mar 01, 2016 at 03:03
Category: text
Poetry / Love

Insaan Hum Ko Kab Hay Mila (pak Old)

Chahi thi dil ne tuj se
Wafa kam bohot hi kam
Shayad isi liye hay
Gila kam bohot hi kam
Jalte suna charag se
Daman hazaar bar
Daman se kab charag
Jala kam bohot hi kam
Sadiyon se yun to hay
Yahan insaan ka wajood
Insaan hum ko kab hay
Mila kam bohot hi kam
A jaye k aap se pahle
Na aye mout
Ab waqt rah gaya hay
Bohot kam bohot hi kam
Wafa kam bohot hi kam
Shayad isi liye hay
Gila kam bohot hi kam
Jalte suna charag se
Daman hazaar bar
Daman se kab charag
Jala kam bohot hi kam
Sadiyon se yun to hay
Yahan insaan ka wajood
Insaan hum ko kab hay
Mila kam bohot hi kam
A jaye k aap se pahle
Na aye mout
Ab waqt rah gaya hay
Bohot kam bohot hi kam
·
1 Like ·
Apr 24, 2015 at 22:04
Category: love
Poetry / 0

Ek Toota Insaan Kehte Hain

Ae zindagi, tu kahan le jaa rahi hai mujhe,
har raah pe dikh rahe hain andhere hi andhere,
aaj mujhe mere hi lakshya ka pata nahi hai,
khushiyon ka to jaise naam hi bhool gayi hoon main,
kahin kisi raah pe koi diyaa to jalao....,
mujhe meri zindagi ka wajood to samjhao,
pehle toota mera dil,jis mein sapne thay hazar,
tooti jeevan ki umeedein, kaisa ye pyaar...,
bari mushkil se jab tak sanbhala khud ko,
dekha to band ho chuke thay aage badhne ke darwaze,
meri tanhai, mera akelapan, bas yahi hain mere paas, jeevan mein kuch karne ki umeed, aaj hai ek aas,
hothon pe hansi dikhani parti hai duniya ko,
koi na jaane kaise jeeti hoon in tanhaiyon ko,
kahin dikhta hai khoye huye pyaar ka saaya,
to kahin meri is badkismati ki maaya........,
kaise suljhaoon main is zindagi ki paheli,
uljhi har raah hai,pheeki hai zindgi
jo ankhe sapne sajaaya karti thin kabhi,
un ankhon main hai ab sawal kain
aaj in mein ek sunaapan,veeraniyat si hai..,
wo tou samajhte hain dard ko,akelepan ko,
mujhe dekhkar ek toota insaan kehte hain."

Apr 03, 2015 at 19:04
Category: 0
Sponored Video