Search
Quotes / Urdu Quotes
Muzammil Shahzad
Insan Ka Husn
·
2 Like ·
Nov 19, 2018 at 04:11
Category: urdu-quotes
Quotes / Urdu Quotes
Mohammad Ali Khan
Kainat Ka Husn
·
0 Like ·
Oct 04, 2018 at 17:10
Category: urdu-quotes
Advertisement
Poetry / Poetry Sms
Mehmood Khan
Tere Husn Ko Perde Ki Zaroorat Hi Kya Hai
Tere Husn Ko Perde Ki
Zaroorat Hi Kya Hai
"Wafa"
Kon Rehta Hai
Hosh Main Tujhe Dekhne K Baad
Zaroorat Hi Kya Hai
"Wafa"
Kon Rehta Hai
Hosh Main Tujhe Dekhne K Baad
·
0 Like ·
May 05, 2018 at 07:05
Category: poetry-sms
Poetry / 24
Ye Husn Tera Ye Ishq Mera
Ye husn tera ye ishq mera
Rangeen to hai badnaam sahi
Mujh par to kai ilzaam lage
Tujh par bhi koi ilzaam sahi
es raat ki nikhri rangat ko
Kuch aur nikhar jaane de zara
Nazaron ko bahak jaane de zara
Zulfon ko bikhar jaane de zara
Kuch dair ki hi taskin sahi
Kuch dair ka hi aaraam sahi
Jazbaat ki kaliyaan chunna hai
Aur pyaar ka tohfa dena hai
Logon ki nigaahein kuch bhi kahen
Logon se hume kya lena hai
Ye Khaas taalluq aapas ka
Duniya ki nazar mein aam sahi
Rusavaai ke Darr se ghabra kar
Hum tark-e-wafa kab karte hain
Jis dil ko basa len pehloo mein
Us dil ko juda kab karte hain
Jo hashr hua hai laakhon ka
Apana bhi wahi anjaam sahi
Ye husn tera ye ishq mera
Rangeen to hai badnaam sahi
Mujh par to kai ilzaam lage
Tujh par bhi koi ilzaam sahi...!
Rangeen to hai badnaam sahi
Mujh par to kai ilzaam lage
Tujh par bhi koi ilzaam sahi
es raat ki nikhri rangat ko
Kuch aur nikhar jaane de zara
Nazaron ko bahak jaane de zara
Zulfon ko bikhar jaane de zara
Kuch dair ki hi taskin sahi
Kuch dair ka hi aaraam sahi
Jazbaat ki kaliyaan chunna hai
Aur pyaar ka tohfa dena hai
Logon ki nigaahein kuch bhi kahen
Logon se hume kya lena hai
Ye Khaas taalluq aapas ka
Duniya ki nazar mein aam sahi
Rusavaai ke Darr se ghabra kar
Hum tark-e-wafa kab karte hain
Jis dil ko basa len pehloo mein
Us dil ko juda kab karte hain
Jo hashr hua hai laakhon ka
Apana bhi wahi anjaam sahi
Ye husn tera ye ishq mera
Rangeen to hai badnaam sahi
Mujh par to kai ilzaam lage
Tujh par bhi koi ilzaam sahi...!
·
1 Like ·
Oct 21, 2017 at 12:10
Category: 24
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Devta Husn K Daikhay Boht Khud Sar Daikhay
devta husn k daikhay boht khud sar daikhay
ham ne bhi laug jo daikhay tau wo patthar daikhay
aaj bichartay huwe laugon ko sada de ai dil
teri aawaz pe Shayad koi murh karr daikhay
lab hain khamosh magar dil mai dhuwan uthta hai
ham NE chup chap sulagte huwe paikar daikhay
meri nazron mai sitaron ki haqiqat kia hai
maine palkon pe larztay huwe gauhar daikhay
mujhko chhalki hui har aankh se dar lagta hai
kaisey toote huwe dil dard k manzar daikhay
mujhko shikwa nahi ay katib e taqdeer magar
ro paray tu bhi agar mera muqaddar daikhay

Mar 11, 2017 at 03:03
Category: sad

Mar 10, 2017 at 20:03
Category: sad
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
husn e shama likhon ya sharab likhon
husn-e- shama likhon ya sharab likhon
hamdam likhon sathi likhon ya khawab likhon
tairay sarapa-e-husn se heraan hon main
mehjabeen likhon sehar likhon ya aaftaab likhon
teri zulf jo chupaati hay chehra tera
raqeeb likhon nagin likhon ya naqaab likhon
nazar utha k jo chal diye aap
be rukhi likhon bewfa likhon ya hijaab likhon
khatam ho jata he zakhera-e-alfaaz
dil to kehta he teri taareef be panaah likhon

Feb 28, 2017 at 13:02
Category: love
Poetry / Love
Husn Ko Chaand Javaanee Ko Kanwal Kehte Hain
husn ko chaaNd javaanee ko kanwal kehte hain
unkee soorat nazar aaye to GHazal kehte hain
uf! vo marmar se tarasha hua shafaaf badan
dekhne vaale usay taaj mahal kehte hain
pad gayee paaon mein taqdeer kee zanjeer to kya
ham to usko bhee teree zulf ka bal kehte hain
mujhko maaloom nahee iske siva kuch bhee katee
jo sadi vasl meiN guzre usay pal kehte hain

Nov 02, 2016 at 19:11
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Har Aks Tere Husn Ka Ankhun Main Utaroon
khwahish hay k iss toor se jeewan ko guzaroon
har aks tere husn ka ankhun main utaroon
woh tishna labi hay k samjh kuch nahi ata
dariya ko sada doon k samander ko pukaroon
jeewan bhi tu uljhi hoi dooron ki terha hay
iss soch main gum hon k isey kaise guzaroon?
ab iss k siwa mera koi khwaab nahi hay
her saans ko khushnoodi-e-janaa pe main waaroon
bahter hay k ab moot ko seene se laga loon
iss mann ko tere hijr main ab kitna main maaron
pehle tu faqat hasrat e deedar thi Wasiq
ab yeh bhi talab hay k USEY jeet k haarun

Oct 10, 2016 at 07:10
Category: sad
Sponored Video