Search
News / Sports
Ijunoon
Retirment To Le Hi Nahi Thi
پاکستان کرکٹ بورڈ کے ساتھ تناؤ کی وجہ سے پانچ ماہ پہلے کرکٹ چھوڑنے کا اعلان کرنے والے شاہد آفریدی نے اب یہ کہا ہے کہ وہ ٹیم میں انتخاب کے لیے دستیاب ہیں۔
شاہد آفریدی کا کہنا ہے کہ انہوں نے کبھی ریٹ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Oct 19, 2011 at 08:10
Category: sports
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Dil Mein Hum Aik Hi Jazbe Ko Samoyen Kese
Dil mein hum aik hi jazbe ko samoyen kese,
Ab tujhe paa ke yeh uljhan hai ke khoye kese,
Zehen chhalni jo kiya hai, To yeh majboori hai,
Jitne kaante hain, woh talwon mein piroyen kese,
Hum ne maana ke bohat dair hai hashar aney tak,
Chaar janib teri aahat ho to soyen kese,
Kitni hasrat thi, Tujhe pass bitha ker rotay,
Ab yeh yeh mushkil hai, Tere samne roye kese...!

Jun 12, 2012 at 17:06
Category: ghazal
Advertisement
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Bohat Hi Maan He Tum Par
Bohat hi maan he tum par,
Suno Pas-e-wafa rakhna...
Sabi se tum milo lekin,
zra sa fasla rakhna...
Bichar jana b to parta he,
zra sa hosla rakhna...
Wo sare wasl k lamhe,
tum ankhon main sja rakhna...
Abi imkan baqi he,
abi lab pe dua rakhna...
Bohat nayab hain dekho,
hamain sab se juda rakhna.
Suno Pas-e-wafa rakhna...
Sabi se tum milo lekin,
zra sa fasla rakhna...
Bichar jana b to parta he,
zra sa hosla rakhna...
Wo sare wasl k lamhe,
tum ankhon main sja rakhna...
Abi imkan baqi he,
abi lab pe dua rakhna...
Bohat nayab hain dekho,
hamain sab se juda rakhna.
·
1 Like ·
Jun 11, 2012 at 20:06
Category: ghazal
Sms / Faraz
Log Pather Ko Khuda Maan Kar Bhi Maso0m Hi Rahe
Log Pather Ko Khuda Maan Kar Bhi Maso0m Hi Rahe faraz, Hum Ne Aik bulbul Ko Chahha To Gunahgar Ho Gaye...
·
1 Like ·
Apr 18, 2012 at 20:04
Category: faraz
Tags: Khuda
Sms / Faraz
Yun Hi Time Pass Hota Hai
Yun hi time pass hota hai Faraz.. wah wah Yun hi time pass hota hai Faraz Urao bana k kaghaz k jahaz.
·
1 Like ·
Apr 18, 2012 at 19:04
Category: faraz
Sms / Islamic
Shahbaz Ishaq
Never Say Hi
Never say HI instead
say ASSALAM-O-ALIAKUM
Never say ?BYE? instead
say ?ALLAH HAFIZ?.
Do not ignore your reality, u r muslim
say ASSALAM-O-ALIAKUM
Never say ?BYE? instead
say ?ALLAH HAFIZ?.
Do not ignore your reality, u r muslim
·
1 Like ·
Apr 07, 2012 at 19:04
Category: islamic
Sms / Islamic
Shahbaz Ishaq
Never Say Hi
Never say 'HI' instead
say ASSALAM-O-ALIAKUM
Never say 'BYE' instead
say 'ALLAH HAFIZ'.
Do not ignore your reality, u r muslim
say ASSALAM-O-ALIAKUM
Never say 'BYE' instead
say 'ALLAH HAFIZ'.
Do not ignore your reality, u r muslim
·
1 Like ·
Feb 29, 2012 at 15:02
Category: islamic
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Mjhe Fursat Hi Fursat Hai
Suno
Mjhe Fursat Hi Fursat Hai..
Saweray Jald Uthna Hai..
Na Shab Ko Dair Se Sona..
Kahen Bahir Nhi Jana..
Kisi Se Bhi Nhi Milna..
Na Koi Fikr Laahaq Hai..
Na Koi Yad Aata Hai..
Mgr
Ye Aakhri Misra..
Zara Sa Jhoot Lgta Hai..!
Mjhe Fursat Hi Fursat Hai..
Saweray Jald Uthna Hai..
Na Shab Ko Dair Se Sona..
Kahen Bahir Nhi Jana..
Kisi Se Bhi Nhi Milna..
Na Koi Fikr Laahaq Hai..
Na Koi Yad Aata Hai..
Mgr
Ye Aakhri Misra..
Zara Sa Jhoot Lgta Hai..!
·
1 Like ·
Jan 11, 2012 at 10:01
Category: ghazal
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Aarzoo Mein Bass Aayina Hi Bani Rahi
Main tumharay aks ki aarzoo mein bass aayina hi bani rahi
Kabhi tum na samnay aa sakay, kabhi mujh pay gard pari rahi
Woh ajeeb shaam thi,aaj tak meray dil mein uss ka malal hai
Meri tarah jo teri muntazir, teray rastay mein khari rahi
Kabhi waqf-e-hijr main ho gaei,kabhi khwab-e-wasl mein kho gaei
Main faqeer-e-ishq bani rahi, main aseer-e-yaad huwi rahi
Bari khamshi say sarak kay phir meray dil kay gird lipat gaei
Woh rida-e-abr-e-sfed jo sar-e-kohsar tani rahi
Huwi uss say jabb meri baat bhi,thi shareek-e-dard woh zaat bhi
To na janay kon si cheez ki meri zindgi mein kami rahi

Jan 10, 2012 at 10:01
Category: ghazal
Sponored Video