Search
Poetry / 24
Ye Jo Diwane Se Do Chaar Nazar Ate Hain
ye jo diwane se do chaar nazar ate hain
in mein kuch sahib-e-asrar nazar ate hain
teri mahfil ka bharam rakhte hain so jate hain
werna ye log to bedar nazar ate hain
dour tak koi sitara hai na koi jugnu
marg-e-ummid k asar nazar ate hain
mere daman mein shararon k siwa kuch bhi nahin
ap phulon k kharidar nazar ate hain
kal jise chu nahin sakti thi farishton ki nazar
aj wo raunaq-e-bazar nazar ate hain
hashr mein kaun gawahi meri dega Saghar
sab tumhare hi tarafdar nazar ate hain...!

·
1 Like ·
Nov 13, 2017 at 13:11
Category: 24
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Yeh Jo Diwany Se Do Chaar Nazar Aty Hain
Yeh Jo Diwany Se Do Chaar Nazar Aty Hain
In Main Kuch Sahib-E-Israr Nazar Aty Hain
Teri Mehfil Ka Bhram Rakhty Hain So Jaty Hain
Warna Yeh Log To Bedar Nazar Aty Hain
Door Tak Na Koi Sitara Hai Na Jugno
Ab To Marg Omeed Ke Aasar Nazar Aty Hain
Kal Jinhain Chu Nahi Sakti Thi Farishton Ki Nazar
Ab Woh Ronaq-E-Bazar Nazar Aty Hain
Mery Daman Main Sholon Ke Siwa Kuch Nahi
Aap To Pholon Ke Kharidar Nazar Aty Hain..

Sep 12, 2016 at 18:09
Category: sad
Advertisement
Know / When
Bollywood Movies Release Dates
Bollywood Movie Chaar Sahibzaade - Rise of Banda Singh Bahadur Release Date
Chaar Sahibzaade - Rise of Banda Singh Bahadur is releasing on
Nov 2016
#bollywood #movies #ReleaseDate
#bollywood #movies #ReleaseDate
·
0 Like ·
Jun 24, 2016 at 01:06
Category: when
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Aa K Pathar To Mere Sehan Mei Do Chaar Giray
Aa k pathar to mere sehan mei Do-Chaar giray
Jitne us pairh k phal thay Pas-e-Deewar giray
Aisi dehshat thi fizaon mei Khule pani ki
Aankh jhapki b nahe hath se Patvar giray
Mujhe girna hai to mei apne he Qadmon mei giron
Jis tarah Saaya-e-Deewaar pe deewar giray
Tergi chor gaye din mei ujale k Khutoot
Yeh sitare mere ghar toot k Bekar giray
Dekh ker apne Dar-o-Baam laraz uthta hon
Mere humsaye mei jab b koi Deewar giray
Waqt ki dor Khuda jane kahan se tooti
Kis ghari sar pe ye latki hoi talwaar giray
Hum se takra gai khud barh k Andhere ki chattan
Hum sambhal_ker jo bohat chalte thay Nachar giray
Hath aya nahe kuch raat ki Daldal k siva
Haye kis mor pe khuwabon k Parastar giray
Kya kahon Deeda-e-Tar yeh to mera Chehra hai
Sang kat jate hain barish ki jahan Dhaar giray
Dekhte kion ho ’Shakeb’ itni Bulandi ki taraf
Na uthaya karo sar ko k yeh Dastaar giray..........,

May 19, 2016 at 01:05
Category: sad
Social Wall / Photos
Aftab Ahmed
Mere Chaar Bache Hain
·
0 Like ·
Oct 30, 2015 at 04:10
Category: photos
Articles / Health
Ijunoon
Har Saal Chaar Laakh Dus Hazaar Tb K Cancer Ka Indaraaj
وزارت صحت کا کہنا ہے کہ پاکستان میں ہرسال تپ دق کے 4 لاکھ 10 ہزار نئے کیس رپورٹ ہو رہے ہیں اور 2050 تک ملک سے ٹی بی کے خاتمے کا کوئی امکان نہیں ہے۔ اسلام آباد میں میڈیا کو بریفنگ دیتے ہوئے ڈی جی ہیل...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Aug 19, 2015 at 18:08
Category: health
Know / When
Bollywood Movies Release Dates
Bollywood Movie Chaar Sahibzade Release Date
Chaar Sahibzade is releasing on
4 Jul 2014
4 Jul 2014
·
1 Like ·
Mar 28, 2014 at 20:03
Category: when
Islam / Articles
Ijunoon
Chaar Cheezen
hatim al ism kehtay hain kay chaar cheezon ko waja say mere mein tawakkal ki sift pai janay lagi:
1. mujhe yaqeen e kamil hai kay mera rizq koi aur nahee kha sakta hai tou mein mutmain hogaya.
2. aur ye kay mera kaam koi aur nahee karega tou mein kamon mein mashqhool ho gaya.
3. mein jaan gaya mout achanak ayegi tou mein nekiyan kartay huay uski talash mein nikal para.
4. aur yeh kay Allah taala mujhe har jaga dekh raha hai tou mujhe iss me shara anay lagi aur mein ne burai koi chhore diya.
#islam

7 Like ·
Feb 26, 2013 at 21:02
Category: articles
Islam / Duaen
Ijunoon
Chaar Shadeed Bimariyon Say Hifazat
·
1 Like ·
Dec 24, 2009 at 10:12
Category: duaen
Islam / Articles
Ijunoon
Sotay Waqt Ayat Al Kursi Aur Chaar Qull Parhna Nihayat Afzal Kyon Hain?
·
1 Like ·
Sep 05, 2009 at 08:09
Category: articles
Tags: Waqt
Sms / Shairi
Rafeeq
Chaar Tinke Jala Ke Kya Mil Gaya
Chaar Tinke Jala Ke Kya Mil Gaya,
Mit Saka na Zamane Se Mera Nishaan.
Mujhpe Bijli Girao Tou Jaanu Sahi,
Aashiaan Par Girane Se Kya Faaida.
Mit Saka na Zamane Se Mera Nishaan.
Mujhpe Bijli Girao Tou Jaanu Sahi,
Aashiaan Par Girane Se Kya Faaida.
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: shairi
Sponored Video