Poetry / Sad
Samreen Qaisar
Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam Barsay.
Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam Barsay
Jis Traha Ankh Teri Yaad Main Cham Cham Barsay
Minatien Kon Kary Aik Gharondy Ke Lye
Kah Do Baadal Se Barasta Hai To Jam Jam Barsay.
Jis Traha Ankh Teri Yaad Main Cham Cham Barsay
Minatien Kon Kary Aik Gharondy Ke Lye
Kah Do Baadal Se Barasta Hai To Jam Jam Barsay.
·
0 Like ·
Sep 15, 2018 at 18:09
Category: sad
Poetry / Sad
Amna Obaid
Jis Nay Dekha Hi Na Ho Ashkon Ki Barsaat Ka Mousam.
Jis Nay Dekha Hi Na Ho Ashkon ki Barsaat ka Mousam.............!!
Woh Shakhs kiya Janay Dard ki Lazzat kiya Hai. .............!!
Woh Shakhs kiya Janay Dard ki Lazzat kiya Hai. .............!!
·
6 Like ·
Aug 19, 2018 at 05:08
Category: sad
Advertisement
Poetry / Sad
Mehwish Shahzadi
Hamaray Shehar Aa Jao Sada Barsaat Rehti Hai.
Hamaray Shehar Aa Jao Sada Barsaat Rehti Hai.....
Kabhi Badal Barastay Hain Kabhi Aankhien Barasti Hain....!!!!
Kabhi Badal Barastay Hain Kabhi Aankhien Barasti Hain....!!!!
·
3 Like ·
Jun 11, 2018 at 10:06
Category: sad
Poetry / Sad

Muzammil Shahzad
Barsaat Aaa Bhi Chuki

To ne aik roz kaha tha mujh se
Door tujh se mai agar ho jaaoon
Jaal duniya ka hai rangeen-o-haseen
Us ke rangon mai agar kho jaaoon
Teri masoom si un baaton ko
Shokh o saada si teri yaadon ko
Bhool jaaoon bhi to ye yaad rahe
Aaj tujh se ye mera waada hai
Jab bhi barsaat tere aangan mai
Pyaar se aan ke dastak de gi
Mai ussi roz challa aaoon ga
Aaj mai soch rahi hoon kab se
Kya hui baat ke to aaya nahi
Jab ke barsaat to kal aa ke mere
Kache aangan mai rahi hai shab bhar
Door tujh se mai agar ho jaaoon
Jaal duniya ka hai rangeen-o-haseen
Us ke rangon mai agar kho jaaoon
Teri masoom si un baaton ko
Shokh o saada si teri yaadon ko
Bhool jaaoon bhi to ye yaad rahe
Aaj tujh se ye mera waada hai
Jab bhi barsaat tere aangan mai
Pyaar se aan ke dastak de gi
Mai ussi roz challa aaoon ga
Aaj mai soch rahi hoon kab se
Kya hui baat ke to aaya nahi
Jab ke barsaat to kal aa ke mere
Kache aangan mai rahi hai shab bhar
·
2 Like ·
Oct 24, 2016 at 15:10
Category: sad
Poetry / Poetry Sms

Muzammil Shahzad
Jahan Jahan Barsaat

Jahan Jahan barsaat utrtee dekhi hai
Har soo teri yaad bichrtee dekhi hai
Bus ik jeene ki khuwaish thi aur woh bhi !!
Hum ne apni ankhoon mertey dekhi hai..
Har soo teri yaad bichrtee dekhi hai
Bus ik jeene ki khuwaish thi aur woh bhi !!
Hum ne apni ankhoon mertey dekhi hai..
·
2 Like ·
Oct 25, 2015 at 22:10
Category: poetry-sms
Poetry / 0

Imran Rashid Malik
Barsaat Kee Bheegee Raaton Men

Barsaat kee bheegee raaton men, jab yaad kiseekee aatee hai
Armaan bhare is dil ko wo, meethi see kasak de jaati hai
Jab door gagan men ye bijlee, yoon chamak chamak ke naach uthe
Sapnon se jagaakar ye meree, neendon ko udaa le jaati hai
Ghan ghan garjen dham dham barsen, ye baadal kaale kaale bhee
Barish kee ye boonden dekho, kyaa bal khaake lahraatee hain
Ye raat bhee kaT hee jaayegee, wo subah nayee phir aayegee
Ye sochke hee is gulshan men, phoolon kee mahak chhaa jaati hai

1 Like ·
Mar 11, 2015 at 16:03
Category: 0
Sms / Break Up
Shahbaz Ishaq
"ek Raat Hui Barsaat Bohat,
"Ek Raat hui Barsaat bohat,
Ma roya sari raat bohat,
Her ghum tha zamanay ka lekin,
Main tanha tha us raat bohat,
Phir ankh sa ek sawan barsa,
Jb sehar hui to kya dekha,
Woh badal kitna tanha tha,
Jo barsa sari raat bohat."
Ma roya sari raat bohat,
Her ghum tha zamanay ka lekin,
Main tanha tha us raat bohat,
Phir ankh sa ek sawan barsa,
Jb sehar hui to kya dekha,
Woh badal kitna tanha tha,
Jo barsa sari raat bohat."
·
1 Like ·
Apr 28, 2011 at 13:04
Category: break-up
Sms / Barish Rainy Day

Waseem Mughal
Barsaat Ki Raat

Barsaat Ki Ek Khubsoorat Raat Main.
Shabnam se Bheeg K.
Ek Doosray se Takratay Huye.
Ek Phool Ne Doosray Phool Se Kaha.
Ab Takkar Maari Tou Sar Phaar Don ga.
Shabnam se Bheeg K.
Ek Doosray se Takratay Huye.
Ek Phool Ne Doosray Phool Se Kaha.
Ab Takkar Maari Tou Sar Phaar Don ga.
·
1 Like ·
Dec 16, 2009 at 13:12
Category: barish-rainy-day
Sms / Barish Rainy Day

Alishba Alishba
Yeh Barsaat Hai

",",".",",',",".",","
"Ye BarsaaT hy"
","." Piyar ki ",", ","MohabaT ki ","
",","Aur Dosti ki",",
",",Hamesha iss", "Barsaat ko hone"
","dena",","
HAPPY RIMJHIM ..
"Ye BarsaaT hy"
","." Piyar ki ",", ","MohabaT ki ","
",","Aur Dosti ki",",
",",Hamesha iss", "Barsaat ko hone"
","dena",","
HAPPY RIMJHIM ..
·
2 Like ·
Sep 03, 2009 at 12:09
Category: barish-rainy-day
Sms / Barish Rainy Day

Ashar Khan
Barsaat K Baad

Jis tarha suraj nikalta he har raat k baad
Chaand alwida kehta hai mulaqat k baad
Tum aaj ghar se mat nikalna warna log kahen ge
Dekho mendak nikla barsat k baad
Chaand alwida kehta hai mulaqat k baad
Tum aaj ghar se mat nikalna warna log kahen ge
Dekho mendak nikla barsat k baad
·
1 Like ·
Jul 24, 2009 at 13:07
Category: barish-rainy-day
Sms / Shairi

Junaid Khan
Barsaat Ki Bheegi Raaton Mai Phir Koi Suhaani Yaad Ayi

Barsaat ki bheegi raaton mai phir koi suhaani yaad ayi
Kuch apna zamana yaad aaya kuch unki jawani yaad aayi
Hum bhool chuke they jisne Hume duniya mai akela chor diya
Jab gaur kiya tau ek surat jaani pehchaani yaad aayi..
Kuch apna zamana yaad aaya kuch unki jawani yaad aayi
Hum bhool chuke they jisne Hume duniya mai akela chor diya
Jab gaur kiya tau ek surat jaani pehchaani yaad aayi..
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: shairi
Tags: Bhool Yaad

Sponored Video