Poetry / Sad
Adeel Baig
Bari Mishikl Say Eik Kamrah
Bari Mishikl Say Eik Kamrah
Jahan Koi Na Ho Rahta.
Nagar Say Paar Milta Hay
Bohat Baikar Milta Hay
To Phir Do Teen Hum Jaisay
Mila Laitay Hain Sub Paisay
Aur AApas Main Yeh Khtay Hain
K Mil Jul ker He Rahtay Hain
Koi Khana Banaye Ga
Koi Jharoo Lagaye Ga
Koi Dhoaye Ga Sub Kapray
To Reh Lain gey Baray Sukh Say
Jahan Koi Na Ho Rahta.
Nagar Say Paar Milta Hay
Bohat Baikar Milta Hay
To Phir Do Teen Hum Jaisay
Mila Laitay Hain Sub Paisay
Aur AApas Main Yeh Khtay Hain
K Mil Jul ker He Rahtay Hain
Koi Khana Banaye Ga
Koi Jharoo Lagaye Ga
Koi Dhoaye Ga Sub Kapray
To Reh Lain gey Baray Sukh Say
·
4 Like ·
Nov 09, 2018 at 03:11
Category: sad
Quotes / Urdu Quotes
Mohammad Afzal
Sab Se Bari Galti.
Sab se bari galti apni galtiyon se be khabar rehna hai.
·
2 Like ·
Sep 25, 2018 at 05:09
Category: urdu-quotes
Advertisement
Jokes / Miscellaneous
Pinky Queen
Kisi Bari Cheez Girnay Ki Awaz Ati Hai
kisi bari cheez girnay ki awaz ati hai.
gar wale bagh kar kamre main jate hain ur bhaijaan say poochtay hain kia tora.
woh kahte hain mere kameez gir gay thee.
sare puchtain hain mughar itne awaz.....
Woh kahtain hain dar-assal kameez main main bhee tah.
hansoo aur hunsaoo
waqas418@yahoo.com

Sep 23, 2018 at 13:09
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Asiah Rahi
Kal Shab Tera Khayal Bari Dair Tak Raha.
Kal shab tera khayal bari dair tak raha
Dil gham se nidhal bari dair tak raha.
Dil gham se nidhal bari dair tak raha.
·
0 Like ·
Apr 15, 2018 at 13:04
Category: sad
Articles / Featured
Ijunoon
Kamsin Bachon Mai Kam Khuwabi Ki Bari Waja Television Daikhna
کمسن بچوں میں کم خوابی کی شکایت کی بڑی وجہ ٹیلی ویژن دیکھنا ہے جو بچوں کی نیند کی کمی پیدا ہونے کے عوارض میں مبتلا کرسکتی ہے۔ امریکی ادارہ پیڈیا ٹرکس کی رپورٹ کے مطابق ٹیلی ویژن دیر تک دیکھنا اورڈرائو...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Nov 07, 2017 at 15:11
Category: featured
Poetry / Sad
Tery Qareeb Aa Kay Bari Uljhanon Mai Hon
tery qareeb aa kay bari uljhanon mai hon
mai dushmanon mai hon kay tery doston mai hon
mujh say guraiz pa hai tu har rasta badal
mai sang-e-rah hon tu sabhi raston mai hon
badla na mery bad bhi mozu-e-guftgu
mai ja chuka hon phr bhi teri mehfilon mai hon
mujh say bichar kay to bhi roy ga umar bhar
yeh soch lay k mai bhi teri khowaishon mai hon

Jun 11, 2017 at 13:06
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Bari Pur Sakoon Thi Zindagi
Bari Pur Sakoon Thi Zindagi, Naya Derd Kis Nay Jaga Dia
Kisi Bay Niyaz Nigah Nay, Meri Wehshatoun Ko Barha Dia
Meray Kamsukhan Ka Yea Hukm Tha, Kay Kalam Us Say Main Kam Karoun
Meray Hoont Aesay Silay Ke Phir, Meri Chup Nay Us Ko Rula Dia
Mujhy Apnay Ishq Pay Naaz Tha, Magar Us Kay Qool Ka Pass Tha
Meray Chara Saaz Bhi Roo Peray, Wo Kamal-E-Zabt Dekha Dia
Usay Sheer Sunnay Ka Zooq Tha, Mujhy Arze-E-Haal Ka Shooq Tha
Ise Zooq-O-Shooq Main Aik Din, Usay Dil Ka Haal Suna Dia
Wo Nigah Kasi Nigah Thi, Yea Gureez Kesa Gureez Hay
Mujhy Dekh K Bhi Na Dekhna, Is Ada Nay Raaz Bata Dia
Kisi Naam Say Kisi Yaad Say, Meri Dil Ki Bazm Saji Rahi
Kabhi Yea Charaagh Jala Dia, Kabhi Wo Charaagh Jala Dia

Aug 24, 2016 at 01:08
Category: sad
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Bari Tarap Ha Mere Iltijaa K Parde Main
Bari Tarap Ha Mere Iltijaa K Parde Main
Main Us Ko Maang Raha Hoon Dua K Parde Main
Use Bhi Dar Ha K Ye Raaz Khul Na Jae Kahin
Likhta Ha Naam Mera Wo Hina K Parde Main
Main Us K Kochey Se Guzra To Mahsoos Howa
Mughe Pukara Ha Os Ne Hawa K Parde Main
Ajab Tarz_E_Maseehai Dikhlai Us Ne
Hayaat Mari Badal Dali Dowa K Parde Main
Is Tarah Chahre Ko Zulf Main Chupaya Os Ne
K Jase Chand Chopa Ho Ghata K Parde Main

Aug 17, 2016 at 15:08
Category: love
Articles / Featured
Ijunoon
Samsung K Khilaf Apple Ki Aik Bari Kamyabhi
امریکی ادارے ایپل نے دُنیا کے مختلف ملکوں میں سام سنگ کے خلاف اس الزام میں مقدمات قائم کر رکھے ہیں کہ یہ جنوبی کوریائی ادارہ اُس کی مصنوعات کی ہو بہو نقول تیار کر کے فروخت کر رہا ہے۔ اب اپیل کو ایک بڑ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Mar 28, 2016 at 20:03
Category: featured
Articles / Featured
Ijunoon
Taveel Mousam E Sarma Bari Ankhain Or Dimagh
تحقیق کے مطابق ایسے مقامات پر طویل موسم سرما اور بادلوں کی وجہ سے روشنی کم ہوتی ہے اور ان حالات سے نمٹنے کے لیے انسانی آنکھ اور دماغ کا حجم بڑا ہو جاتا ہے۔
آکسفورڈ یونیورسٹی کی یہ تحقیق رائل سوسائٹ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Mar 06, 2016 at 16:03
Category: featured
Sponored Video