Search
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Bus Wohi Hum Wohi Sehra Ki Rida Tere Baad
کوئی پیغام نہ دلدار نوا تیرے بعد
خاک اڑاتی ہوئی گزری ہے صبا تیرے بعد
لب پہ اک حرفِ طلب تھا،نہ رہا تیرے بعد
دل میں تاثیر کی خواہش نہ دعا تیرے بعد
عکس و آئینہ میں اب ربط ہو کیا تیرے بعد
ہم تو پھرتے ہیں خود اپنے سے خفا تیرے بعد
دھوپ عارض کی نہ زلفوں کی گھٹا تیرے بعد
ہجر کی رُت ہے کہ حُبس کی فضا تیرے بعد
لیے پھرتی ہے سرِ کُوئے جَفا تیرے بعد
پرچمِ تارِ گریباں کو ہوا تیرے بعد
پیرہن اپنا سلامت نہ قَبا تیرے بعد
بس وہی ہم وہی صحرا کی رِدا تیرے بعد
نکہت و نَے ہے تِہ دستِ قضا تیرے بعد
شاخِ جان پر کوئی غَنچہ نہ کھِلا تیرے بعد
دل نہ مہتاب سے اُلجھا نہ جلا تیرے بعد
ایک جگنو تھا کہ چُپ چاپ بجھا تیرے بعد
کون رنگوں کے بھنور کیسی حنا تیرے بعد
اپنا خوں اپنی ہتھیلی پہ سَجا تیرے بعد
درد سینے میں ہوُا نَوحہ سرا تیرے بعد
دل کی دھڑکن ہے کہ ماتم کی صدا تیرے بعد
ایک ہم ہیں کہ ہیں بے برگ و نوا تیرے بعد
ورنہ آباد ہے سب خلقِ خدا تیرے بعد
ایک قیامت کی خراشیں ترے چہرے پہ سجیں
ایک محشر مرے اندر سے اُٹھا تیرے بعد
تجھ سے بچھڑا ہوں تو ہوَا بُرد ہوا
کون دیتا مجھے کھِلنے کی دعا تیرے بعد؟
ایک فلک ناز ، مری خاک نشانی تیری
میں نے مٹّی پہ ترا نام لکھا تیرے بعد
تو کہ سمٹا تو رگِ جاں کی حدوں میں سِمٹا
میں کہ بکھرا تو سمیٹا نہ گیا تیرے بعد
ملنے والے کئی مفعوم پہن کر آئے ۔۔!
کوئی چہرہ بھی نہ آنکھوں نے پڑھا تیرے بعد
بجھتے جاتے ہیں خدوخال ، مناظر ،آفاق!
پھیلتا جاتا ہے خواہش کا خلا تیرے بعد
یہ الگ بات ہے کہ افشا نہ ہوا تُو ورنہ
میں نے کتنا تجھے محسوس کیا تیرے بعد
میری دُکھتی ہوئی آنکھوں سے گواہی لینا
میں نے سوچا تجھے اپنے سے سوا تیرے بعد
سہ لیا دل نے ترے بعد ملامت کا عذاب
ورنہ چبھتی ہے رگِ جاں میں ہوا تیرے بعد
جانِ محسن مرا حاصل یہی مُبہم سطریں!
شعر کہنے کا ہُنر بھول گیا تیرے بعد
,

·
1 Like ·
Apr 29, 2016 at 04:04
Category: sad
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Barson K Baad Daikha Ek Shakhs Dil Ruba Sa
barsoo kay baad dekha ik shakhs dilruba sa
ab zehan mein nahi hai par naam tha bhula sa
abrow khche khche say ankhain jhuki jhuki si
baten ruki ruki si , lehja thaka thaka sa
alfaaz thay keh jugno , aawaz kay safar mein
ban jaye jungalon mein jis tarah rasta sa
khawabon mein khawab iss kay yaadion mein yaad iss ki
neendon mein ghul gaya ho jaisay keh ratjaga sa
pehlay bhi log aaye kitney he zindagi mein
woh har tarah say lekin auron say tha juda sa
agli mohabbaton nay woh na muradiyan dein
taaza rafaaqaton say dil tha dara dara sa
kuch yeh keh muddaton say hum bhi nahi thay roye
kuch zeher mein bhuja tha ahbaab ka dilaasa
phir yun howa kay sawan aankhon mein aa basey thay
phir yun howa keh jaisay dil bhi tha aabla sa
ab sach kahin tou yaroo hum ko khabar nahi thi
ban jaye ga qiyamat ik waqea zara sa
tevare thay bay rukhi kay andaaz dosti
kay woh ajnabi tha lekin lagat tha aashna
sa hum dasht thay keh darya hum zeher thay keh amrat
na-haq tha zeam hum ko jab woh nahi tha piyasa
hum nay bhi uss ko dekha kal shaam itafaqan
apna bhi haal hai ab logon faraz ka sa

Mar 20, 2016 at 18:03
Category: love
Advertisement
Poetry / Occassional Events
Muzammil Shahzad
Aaj Buhat Din Baad
aaj bohat din baad suni hai BARISH ki awaz
aaj bohat din baad kissi manzar nay rusta roka hai
rim jhim ka malboos pahan kar yaad kissi ki aayi hai
aaj bohat din baaad achanak aankh younhi bhar aayi hai
Ankh aur manzir ki wusat mein charon janib barish hai
Aur barish mein, duur kahin ik ghar hai jis ki
Ek ek eent pe terey merey khwab likhey hain
Aur us ghar ko janey wali kuch galiyan hain
Jin mein hum dono ke saye tanha tanha bheeg rahey hain
Darwazey per qufl para hai aur dareechey sooney hain
Deewaron per jami hui kai mein chhup kar
Mausam humko dekh rahe hain
Kitney badil, hum dono ki ankh se ojhal
Baras baras kar guzar chukey hain...
Ek kami si,
Ek nami si,
Chaaron janib phail rahi hai,
Kai zamaney ek hi pal mein
Baham mil kar bheeg rahey hain
Andar yaaden sookh rahi hain
Bahir manzir bheeg rahey hain!!!

Oct 24, 2015 at 04:10
Category: occassional-events
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Shaam Ke Baad
Tu Ne Dekha Hai Kabhi Ek Nazar Shaam Ke Baad
Kitne Chup Chaap Se Lagte Hain Shajar Shaam Ke Baad
Itne Chup Chaap Ke Raaste Bhi Rahenge Laa Ilm
Chhor Jaayenge Kissi Roz Nagar Shaam Ke Baad
Main Ne Aise Hi Gunaah Teri Judaai Mein Kiye
Jaise Toofaan Mein Koi Chhor De Ghar Shaam Ke Baad
Shaam Se Pehle Vo Mast Apni Uraanon Mein Raha
Jis Ke Haathon Mein The Toote Hue Par Shaam Ke Baad
Raat Beeti To Gine Aable Aur Phir Socha
Kaun Tha Baais-E-Aaghaaz-E-Safar Shaam Ke Baad
Tu Hai Suuraj Tujhe Maaluum Kahaan Raat Ka Dukh
Tuu Kisi Roz Mere Ghar Mein Utar Shaam Ke Baad
Laut Aaye Na Kissi Roz Vo Aavaaraa Mizaaj
Khol Rakhate Hain Isi Aas Pe Dur Shaam Ke Baad

Sep 16, 2015 at 10:09
Category: general
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Shaam K Baad
Main Ne Dekhaa Diivaanon Ko Shaam Ke Baad
Dhoondh Rahe The Veeraanon Ko Shaam Ke Baad
Taareeki Phir Saare Aib Chhupa Legi
Le Aana Ghar Mahamaanon Ko Shaam Ke Baad
Main Ne Us Ka Sog Manaya Kuchh Aisa
Khaali Rakha Paimaanon Ko Shaam Ke Baad
Yaad Kare Jab Mujh Ko Teri Tanhaai
Dekha Karna Gul Daanon Ko Shaam Ke Baad
"Farhat" Chaand Ke Khauf Se Kar Leta Hun Band
Kamare Ke Raushan Daanon Ko Shaam Ke Baad

Sep 15, 2015 at 15:09
Category: sad
Articles / Featured
Ijunoon
Indonesia Mein Raat 9 Bajay Ke Baad Pakre Janay Walay Jodon Ka Nikah Karnay Ka Qanoon Nafiz
جکارتہ: انڈونیشیا کے ایک ضلع میں مقامی طور پر قانون نافذ کردیا گیا ہے جس کے تحت رات 9 بجے کے بعد ایک ساتھ پکڑے گئے جوڑوں کا فوری طورپر نکاح کرادیا جائے گا۔
غیرملکی ویب سائٹ کے مطابق انڈونیشیا کے ضلع ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Sep 03, 2015 at 05:09
Category: featured
Poetry / Poetry Sms
Hafiz Mehran
Khone Ka Ghamm Kisko Nahi Hota, Pane Ke Baad
Khone ka ghamm kisko nahi hota, pane ke baad
Dard kisko nahi hota, zakhm ubhar aane ke baad,
Hum toh phir bhi zahir kar lete hain
Par dukh humein bhi hota hai zahir karne ke baad!!
Dard kisko nahi hota, zakhm ubhar aane ke baad,
Hum toh phir bhi zahir kar lete hain
Par dukh humein bhi hota hai zahir karne ke baad!!
·
1 Like ·
Jun 16, 2015 at 22:06
Category: poetry-sms
Articles / Technology
Ijunoon
Pani Me Girnay Ke Baad Smart Phone Ko Bachane Ke Hifazati Tareeqay
پانی ہماری زندگی ہے لیکن یہ ہمارے روز مرہ استعمال کے برقی اور مواصلاتی آلات کا اتنا ہی بڑا دشمن بھی ہے، خاص طور پر اگر اسمارٹ فون پانی میں گر جائے تو پھر اس کے دوبارہ استعمال کے امکانات انتہائی کم ہو...
مزید پڑھیں
·
0 Like ·
Jun 01, 2015 at 09:06
Category: technology
Sms / Marital Woes
Usaman Khan
Shadi Se Pehle Aur Baad
SHADI SE PEHLE:
awara badal zara aur behek jata hai
tum apni zulf ko aise bikhera na karo
SHADI KE BAAD:
woh us ki zulf sirf zulf hai ghata kesi?
woh aankh hi hai, wahan jheel weel koi nahen
SHADI SE PEHLE:
na aise tarsaya karo apne dewane ko
kuch der ke liay to pas aa jaya karo
SHADI KE BAAD:
na aise chipkaya karo apne dewane ko
kuch der ke liay to door bhi jaya karo

Apr 03, 2015 at 17:04
Category: marital-woes
Sponored Video