Search
Sms / Shairi

Ijunoon
Kisiko Apna Banane Mein Der Lagti Hai,

Kisiko apna banane mein der lagti hai,
ek vada nibhane mein der lagti hai,
pyar tou pal bhar mein ho jata hai,
magar unhe bhulane mein umar lag jati hai...
ek vada nibhane mein der lagti hai,
pyar tou pal bhar mein ho jata hai,
magar unhe bhulane mein umar lag jati hai...
·
1 Like ·
Nov 21, 2007 at 04:11
Category: shairi
Sms / Dard

Ijunoon
Unko Na Apna Paye Hum,

Unko na apna paye hum,
unse ye baat chupa na paye hum.
Thokar khayee itni magar,
unse na naraz ho paye hum.
Pyaar samajh na paye magar,
iska dard seh gaye hum.
Pyaar ke naam peh jaan nahin,
ye pyaar hi luta gaye hum.
unse ye baat chupa na paye hum.
Thokar khayee itni magar,
unse na naraz ho paye hum.
Pyaar samajh na paye magar,
iska dard seh gaye hum.
Pyaar ke naam peh jaan nahin,
ye pyaar hi luta gaye hum.
·
1 Like ·
Nov 16, 2007 at 03:11
Category: dard
Advertisement
Sms / Ghazal

Ijunoon
Apna Ehsas Mar Na Jaye Kahin

Apna Ehsas mar na jaye kahin
Dard hud se Guzar na jaye kahin
Un ko dekhey hoye hoi Sadian
Un ka Chehra bikhar na jaye kahin
Ab k Awaz doon tou aa jana
Dil Deewana Sudhar na jaye kahin
Un ka Wada tou hai magar Dil ko
Darr hai k kafir mukar na jaye kahin
Dard, Jugnoo, Hawa, Giley Shikwey
Yeh Mukaddar Sanwar na jaye kahin
Meri Dunya hai Dard ki Surat
Gul ki Surat Nikhar na jaye kahin
Khak se Aab tak tou aa pohnchey
Ab yeh Darya Utar na jaye kahin
Yeh Mohabbat b ek Balaa thehri
Hum ko Darr hai wo Darr na jaye kahin
Iss liye Muskuraye phirta hoon
Un ki Aankh bhi na bhar jaye kahin
Dil se guzra tou hai magar Saqi
Apni Jaan se guzar na jaye kahin
Dard hud se Guzar na jaye kahin
Un ko dekhey hoye hoi Sadian
Un ka Chehra bikhar na jaye kahin
Ab k Awaz doon tou aa jana
Dil Deewana Sudhar na jaye kahin
Un ka Wada tou hai magar Dil ko
Darr hai k kafir mukar na jaye kahin
Dard, Jugnoo, Hawa, Giley Shikwey
Yeh Mukaddar Sanwar na jaye kahin
Meri Dunya hai Dard ki Surat
Gul ki Surat Nikhar na jaye kahin
Khak se Aab tak tou aa pohnchey
Ab yeh Darya Utar na jaye kahin
Yeh Mohabbat b ek Balaa thehri
Hum ko Darr hai wo Darr na jaye kahin
Iss liye Muskuraye phirta hoon
Un ki Aankh bhi na bhar jaye kahin
Dil se guzra tou hai magar Saqi
Apni Jaan se guzar na jaye kahin
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Tags: Mohabbat
Sms / Eid Mubarak

Ijunoon
Dour Ufaq Par Chaand Chamka Dil Apna Bhar Aya

DOuR uFAQ PAR CHaAND CHAMKA DIL APNA BHAR AYA
JANE KIA KUCH YAAD AYA HUM TUM KO BATLAYEN KIA
JASHANEY TURB HO TUM KO MUBARAK,
MUJH KO YUNHI REHNE DO
EID KA DIN HAI KHUSHIYUN KA DIN,
LAB PAR SHIKWA LAYEN KIA
JANE KIA KUCH YAAD AYA HUM TUM KO BATLAYEN KIA
JASHANEY TURB HO TUM KO MUBARAK,
MUJH KO YUNHI REHNE DO
EID KA DIN HAI KHUSHIYUN KA DIN,
LAB PAR SHIKWA LAYEN KIA
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: eid-mubarak
Tags: Dil Chaand
Sms / Friendship

Ijunoon
Apni Zameen, Apna Naya Aasman Paida Kar….

Apni zameen, apna naya aasman paida kar,
Mangane se zindagi kab milti hai ae dost,
Khud hi apna naya itihaas paida kar.
Mangane se zindagi kab milti hai ae dost,
Khud hi apna naya itihaas paida kar.
·
1 Like ·
Nov 20, 2007 at 02:11
Category: friendship
Tags: Asman
Sms / Exams

Ijunoon
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna….

Har Sawal Se Datt Kar Ladna,
Phekney Mein Kami Mat Karna,
Mouka Mila Tou Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baat Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
Phekney Mein Kami Mat Karna,
Mouka Mila Tou Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baat Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: exams
Sms / Break Up

Log Apna Banake Chhod Dete Hain

Log apna banake chhod dete hain,
Rishta gairo se jod lete hain,
Hum tou ek phool bhi nah tod sake,
Log tou dil bhi tod dete hain...
Rishta gairo se jod lete hain,
Hum tou ek phool bhi nah tod sake,
Log tou dil bhi tod dete hain...
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: break-up
Sms / Shairi

Amjad Z
Nadaani Mein Hum Kise Apna Samajh Beithe

Nadaani mein hum kise apna samajh beithe
jo dikhaaya uss bewafa ne sapna hum haqeeqat samajh beithe
dekho aaj chod diya hamein usne ek gair ke liye
jisse hum apna humsafar samajh beithe
jo dikhaaya uss bewafa ne sapna hum haqeeqat samajh beithe
dekho aaj chod diya hamein usne ek gair ke liye
jisse hum apna humsafar samajh beithe
·
2 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: shairi
Sms / Shairi

Anu
Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina…

Mujhse apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina
Mujhse ye iqrar Kabhi Wapas Mat Laina
Kehte Rehna Har pal Main tumhara Hon
Mujh Say ye izhar Kabhi Wapas mat Laina
Mujhse ye iqrar Kabhi Wapas Mat Laina
Kehte Rehna Har pal Main tumhara Hon
Mujh Say ye izhar Kabhi Wapas mat Laina
·
3 Like ·
Apr 24, 2007 at 05:04
Category: shairi
Tags: Payar
Sms / Ghazal

Ijunoon
Kaisay Kahoon K Apna Bana Lou Mujhey

Kaisay kahoon k apna bana lou mujhey
bahoun mein apni sama lou mujhey
Bin tumharey aik pal bhi ab kat-ta nahin
Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey
Zindagi tou woh hai sang tumharey jo guzrey
Dunya kay gamoun say ab chura lou mujhey
Meri sab say gehri khuwahish hou puri
Tum agar pass apnay bula lou mujhey
Yeh kaisa nasha hai jou behka raha hai
Tumhara hoon mein tou sambhalo mujhey
Najanay phir kaisay guzrey gi zindagani
Agar apnay dil say kabhi tum nikalo mujhey
bahoun mein apni sama lou mujhey
Bin tumharey aik pal bhi ab kat-ta nahin
Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey
Zindagi tou woh hai sang tumharey jo guzrey
Dunya kay gamoun say ab chura lou mujhey
Meri sab say gehri khuwahish hou puri
Tum agar pass apnay bula lou mujhey
Yeh kaisa nasha hai jou behka raha hai
Tumhara hoon mein tou sambhalo mujhey
Najanay phir kaisay guzrey gi zindagani
Agar apnay dil say kabhi tum nikalo mujhey
·
2 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Sms / Uncategorized
Unknown
Apna Dimaag Roshon Kar Raha Hoon
aik dafa aik bachaa apna sur bulb per ragarh raha hota hai us ki mother us ko dakh kar kahti hai yai kia kar rahay hoo? wo jawab deta hai kay apna dimaag(brain)rooshon kar raha hoon
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sms / Missing You
Unknown
Apna Bacha
Aik admi ne apni biwi sy kha k in 3 main sy last wala bcha kis ka hai kion k who wala bacha kala tha. biwi boli sach bta?.yahi wala tmhara hai
If you like this then send sms or call me on these cell numbers. waiting for ur reply.
Miss Fallaq Khan
0301-4109989
0300-8189734
If you like this then send sms or call me on these cell numbers. waiting for ur reply.
Miss Fallaq Khan
0301-4109989
0300-8189734
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: Missing You
Tags: Bacha
Sms / Uncategorized
Mujh say apna piyar kabhi wapas mat lena
Mujh say ya iqrar kabhi wapas mat lena
Kehty rehna mujh ko har pal main teri hoon
Mujh say ya izhaar kabhi wapas mat lena
Sajty rehna jhoomar ban kar matha par
Mujh say ya singhar kabhi wapas mat lena
Ankhain roshan rakhna apni yadoon say
Mujh sa ya deedar kabhi wapas mat lena
Khusboo ban kar basna mera tan man main
Mujh say ya mehkar kabhi wapas mat lena
If u like that
SMS or Call
0300-7313245
0321-6367645
Unknown
Mujh Say Apna Pyar
Mujh say apna piyar kabhi wapas mat lena
Mujh say ya iqrar kabhi wapas mat lena
Kehty rehna mujh ko har pal main teri hoon
Mujh say ya izhaar kabhi wapas mat lena
Sajty rehna jhoomar ban kar matha par
Mujh say ya singhar kabhi wapas mat lena
Ankhain roshan rakhna apni yadoon say
Mujh sa ya deedar kabhi wapas mat lena
Khusboo ban kar basna mera tan man main
Mujh say ya mehkar kabhi wapas mat lena
If u like that
SMS or Call
0300-7313245
0321-6367645
·
2 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sms / Uncategorized
Kabhi mujhe apna bana ke toh dekho,
kabhi tum bhi mujhse dil laga ke toh dekho,
zamaana tumhe apna banana chahata hai,
kabhi mujhe apne dil mein basa ke toh dekho,
zamaane ne diye hai yun to lakho zakham,
kabhi un zakhmoh par malham laga ke toh dekho,
tumhe milenga yun toh saahil bahut,
magar mujhe kinara bana ke toh dekho?
dhadakte dil ko sahara mil jayega,
kabhi mujhe gale se laga ke toh dekho?
ishq ek aisa nasha hai jo bhoola de is jahaan ko,
is mein zara doob ke toh dekho?
kabhi mujhe apna bana ke toh dekho,
kabhi tum bhi mujhse dil laga ke toh dekho,
If U like that
SMS or Call
0321-6367645
0304-6238246
Unknown
Apna Bana Kr Dekho
Kabhi mujhe apna bana ke toh dekho,
kabhi tum bhi mujhse dil laga ke toh dekho,
zamaana tumhe apna banana chahata hai,
kabhi mujhe apne dil mein basa ke toh dekho,
zamaane ne diye hai yun to lakho zakham,
kabhi un zakhmoh par malham laga ke toh dekho,
tumhe milenga yun toh saahil bahut,
magar mujhe kinara bana ke toh dekho?
dhadakte dil ko sahara mil jayega,
kabhi mujhe gale se laga ke toh dekho?
ishq ek aisa nasha hai jo bhoola de is jahaan ko,
is mein zara doob ke toh dekho?
kabhi mujhe apna bana ke toh dekho,
kabhi tum bhi mujhse dil laga ke toh dekho,
If U like that
SMS or Call
0321-6367645
0304-6238246
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Tags: Nasha
Sms / Uncategorized
Mujh say apna piyar kabhi wapas mat lena
Mujh say ya iqrar kabhi wapas mat lena
Kehty rehna mujh ko har pal main teri hoon
Mujh say ya izhaar kabhi wapas mat lena
Sajty rehna jhoomar ban kar matha par
Mujh say ya singhar kabhi wapas mat lena
Ankhain roshan rakhna apni yadoon say
Mujh sa ya deedar kabhi wapas mat lena
Khusboo ban kar basna mera tan man main
Mujh say ya mehkar kabhi wapas mat lena
If U like that
SMS or Call
0321-6367645
0304-6238246
Unknown
Mujh Say Apna Pyar
Mujh say apna piyar kabhi wapas mat lena
Mujh say ya iqrar kabhi wapas mat lena
Kehty rehna mujh ko har pal main teri hoon
Mujh say ya izhaar kabhi wapas mat lena
Sajty rehna jhoomar ban kar matha par
Mujh say ya singhar kabhi wapas mat lena
Ankhain roshan rakhna apni yadoon say
Mujh sa ya deedar kabhi wapas mat lena
Khusboo ban kar basna mera tan man main
Mujh say ya mehkar kabhi wapas mat lena
If U like that
SMS or Call
0321-6367645
0304-6238246
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized






Sponored Video