Search
Poetry / Love
Andaz Ho Bahoo Teri Awaz E Paa Ka Tha
Andaz ho bahoo teri awaz-e-paa ka tha.
Dekha nikal k ghar se to jhonka hawa ka tha.
Utha ajab tazad se insan ka khameer,
Aadi fana ka tha to pujari baqaa ka tha.
Is rishta-e-lateef k israr kya khulen,
Tu samny tha aur tasawar khuda ka tha.
Toota tou kitny aaina khano peh zad pari,
Atka hua galy men jo pathar sadaa ka tha.
Chhup Chhup k roun aur sar-e-anjuman hansoon,
Mujh ko ye mashwra mere dard aashna ka tha.
Dil raakh ho chuka to chamak aur barh gai,
Ye teri yad thi k amal kemiya ka tha.
Is husn-e-ittifaq pe lut k bhi shaad hoon.
Teri razaa jo thi, wo taqaza wafa ka tha.
Heran hoon k daar se kaisy bacha Nadeem,
Wo shakhs to ghareeb-o-ghayoor intihaa ka tha.
Dekha nikal k ghar se to jhonka hawa ka tha.
Utha ajab tazad se insan ka khameer,
Aadi fana ka tha to pujari baqaa ka tha.
Is rishta-e-lateef k israr kya khulen,
Tu samny tha aur tasawar khuda ka tha.
Toota tou kitny aaina khano peh zad pari,
Atka hua galy men jo pathar sadaa ka tha.
Chhup Chhup k roun aur sar-e-anjuman hansoon,
Mujh ko ye mashwra mere dard aashna ka tha.
Dil raakh ho chuka to chamak aur barh gai,
Ye teri yad thi k amal kemiya ka tha.
Is husn-e-ittifaq pe lut k bhi shaad hoon.
Teri razaa jo thi, wo taqaza wafa ka tha.
Heran hoon k daar se kaisy bacha Nadeem,
Wo shakhs to ghareeb-o-ghayoor intihaa ka tha.
·
1 Like ·
Nov 17, 2014 at 18:11
Category: love
Sms / Short
Kashif Yaqoob
Masrof Rehnay Ka Andaz.
"Masrof rehnay ka andaz tujhy tanha na kar dy... Ta'aluq fursat k nahi tawajooh k muhtaaj hoty hain......
·
3 Like ·
Mar 08, 2014 at 14:03
Category: short
Tags: Poetry Shairi Sms
Advertisement
Sms / Funny
Kashif Yaqoob
Bohat Khubsurat Ho Tum Pr Us Se Bhi Khubsurat Hai Andaz Tumhara..
Bohat Khubsurat ho tum Pr us se bhi khubsurat hai andaz tumhara.. . Loog kehte hein chand ka tukra ho tum. . Hum kehte hein chand tukra hy tumhara. . . . Baqi Mzaq kal kren gy. . . Kahin Dimag kharab na hojay tumhara.
·
1 Like ·
Dec 24, 2013 at 14:12
Category: funny
Tags: Jokes Funny Sms
Sms / Love
Kashif Yaqoob
Is Muhabbat Ka Andaz Kuch Aisa Hai,
Is Muhabbat Ka Andaz Kuch Aisa Hai, Kya Batayen K Ab Haal Kaisa Hai, Kon Kehta Hai k AAP Phool Jaise Ho Sach To Ye Hai K Phool AP Jaisa Hai.
·
1 Like ·
Dec 07, 2013 at 15:12
Category: love
Tags: Love Mohabbat Sms
Sms / Love
Kashif Yaqoob
Pyar Ke Andaz Ki Surat Ho"tum"
Pyar Ke Andaz Ki Surat Ho"TUM" Meri Zindagi Ki Zarurat Ho"TUM" Khubsurt Phool To Bohat Hain Dunya Me Par Mere £iye Phool Se Ziyada Khubsurt Ho"TUM" For You
·
1 Like ·
Dec 04, 2013 at 14:12
Category: love
Tags: Pyaar Love Mohabbat Sms
Sms / Shairi
Ahmed Malik
Rishte Nibhane Ka Andaz Aana Chahiye
Rishte nibhane ka andaz aana chahiye, Yaad karne k liye koi bahana chahiye, Hum SMS kare ya na kare, Par aapka 1 pyara sa MSG roz aana chahiye..
·
1 Like ·
May 22, 2008 at 05:05
Category: shairi
Sms / Dard
Ijunoon
Zakhm Dene Ka Andaz Kuch Aisa Hai.
Zakhm dene ka andaz kuch aisa hai.
Zakhm dekar puchte hain ab haal kaisa hai.
Kisi ek se gila kya karna yaro,
Sari dunia ka mizaaj ek jaisa hai.
Zakhm dekar puchte hain ab haal kaisa hai.
Kisi ek se gila kya karna yaro,
Sari dunia ka mizaaj ek jaisa hai.
·
1 Like ·
Nov 21, 2007 at 07:11
Category: dard
Sms / Love
Ijunoon
Nazar Andaz Kaise Karen Aapko,
Nazar andaz kaise karen aapko,
Nazro me bithaya hai aapko,
Yaad aane par roye bhi tou kaise,
Darte hain kahi Jhuki Palke chubh na jaaye aapko..!!!
Nazro me bithaya hai aapko,
Yaad aane par roye bhi tou kaise,
Darte hain kahi Jhuki Palke chubh na jaaye aapko..!!!
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: love
Sms / Uncategorized
Unknown
Milnay Ka Naya Andaz
dil chahta hai k teray ghar k samnay ek qabar bana loon
to fatiha perhnay aay tujahy under ghusa loon
to fatiha perhnay aay tujahy under ghusa loon
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sms / Uncategorized
Unknown
Nazar Andaz
Nazar andaz kaise kare aapko, Nazro me bithaya hai aapko, Yaad aane par roye bhi to kaise, Darte hai kahi Jhuki Palke chubh na jaaye aapko..!!!
Aftab khan
Aftab khan
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sponored Video