Please Login to Send Message.
Poetry / Friendship
Mahboob Raza
Ghazal (baqa Baloch)
Ab nahi dard chupanay ka qarina mujh main
Kia karoun bas gia ek shakhs anukha mujh main
Os ki aankhain mujhay mahsoor kiye rakhti hain
Woh jo ek shakhs hai moddat say saf aara mujh main
Meray chahray peh agar qarb k aasar nahi
Yh na samjho kh nahi koi tamnna mujh main
Apni mati say rahi aisi rafakat mujh ko
phialta jata hai ek riat ka sahra mujh main
Doub to jaioun teri madh bahri aankhoun main magar
Larkharanay ka nahi hosla itna mujh main
Mian kinaray peh khara houn to koi bat nahi
bahta rahta hai teri yad ka dariya mujh main
Jab say ek shakhs nay diakha hai mohobat say BAQA
philta jata hai har roz ojala mujh main

·
2 Like ·
Oct 16, 2014 at 08:10
Category: friendship
Mahboob Raza
Gender :Country : Pakistan
Followers : 0
Total Updates : 1
Member Since : Dec 28, 2007
More Details
Educaiton : BachelorsReligion : Islam
Caste : jutt
Language : Urdu
This user has no friend
Coming Soon!
This user has not uploaded any photo.
Coming Soon!
Sponored Video