Poetry / Songs Lyrics

Muzammil Shahzad

Ho Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga
Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga
Jaise Khilta Gulaab
Jaise Shaayar Ka Khwaab
Jaise Ujli Kiran
Jaise Van Mein Hiran
Jaise Chaandni Raat
Jaise Naghme Ki Baat
Jaise Mandir Mein Ho Ek Jalta Diya
Ho Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga

Ho Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga
Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga
Jaise Subahon Ka Roop
Jaise Sardi Ki Dhoop
Jaise Veena Ki Taan
Jaise Rangon Ki Jaan
Jaise Balkhaaye Bel
Jaise Lehron Ka Khel
Jaise Khushboo Liye Aaye Thandi Hava
Ho Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga

Ho Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga
Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga
Jaise Naachta Mor
Jaise Resham Ki Dor
Jaise Pariyon Ka Raag
Jaise Sandal Ki Aag
Jaise Sola Sighaar
Jaise Rasti puhaar
Jaise Aahista Aahista Badhta Nasha
Ho Ek Ladki Ko Dekha Tou Aisa Laga .

Advertisement
· 1 Like · Feb 06, 2015 at 02:02
Category: songs-lyrics
 

Latest Posts in poetry

if you ticke me
Posted by Abdul Sattar
Posted on : Jul 01, 2017

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS