Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Mujay tum raaegan kerna,
Mager ye dhiyaan mein rakhna,
Bhulaa daina….
Mager bus ek zara,
Ye dhiyaan mein rakhna,
Kay jazbay mar nahien sktay,
Basher to mar be sktay hien,
Shajer to gir be sktay hien,
Salamat phir bhi rehtay hien,
Wo kuch pal….
Jo kisi kay derd kay dumsaaz bun jaaien,,
Chamakte rung bun ker,
Kisi masoom chehray per bikher jaaien,
Tamaazat phir be daitay hien,
Thitharti shab mein marti zindgi ko,
Bachaa lainay walay garam jhoonke,
Haraarat phir be daitay hien,,,
Ye gum phir be nhi merta,
Her ek pal saans laita hay,,
Muhabbat kernay walay ko,
Ajab si piyaas daita hay,
Milan ki aas daita hay
Mager ye dhiyaan mein rakhna,
Bhulaa daina….
Mager bus ek zara,
Ye dhiyaan mein rakhna,
Kay jazbay mar nahien sktay,
Basher to mar be sktay hien,
Shajer to gir be sktay hien,
Salamat phir bhi rehtay hien,
Wo kuch pal….
Jo kisi kay derd kay dumsaaz bun jaaien,,
Chamakte rung bun ker,
Kisi masoom chehray per bikher jaaien,
Tamaazat phir be daitay hien,
Thitharti shab mein marti zindgi ko,
Bachaa lainay walay garam jhoonke,
Haraarat phir be daitay hien,,,
Ye gum phir be nhi merta,
Her ek pal saans laita hay,,
Muhabbat kernay walay ko,
Ajab si piyaas daita hay,
Milan ki aas daita hay
Advertisement
·
1 Like ·
Aug 06, 2016 at 14:08
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video