Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
mere dil mere musafir
huwa phir se hukm sadir
k watan badar hain hum tum
dain gali gali sadayen
karain rukh nager nager ka
k suragh koi payen
kisi yar-e-nama e bar ka
her ik ajnabi se poochain
ju pata tha apne gher ka
sar-e-koye nishanyan
hamain din se rat kerna
kabhi is se bat kerna
kabhi us se bat kerna
tumhain kya kahoon k kya he
shab-e-gham buri bala he
hamain ye bhi tha ghanimat
jo koi shumar hota
hamain kya bura tha merna
jo aik bar hota
mere dil mere musafir
huwa phir se hukm sadir
k watan badar hain hum tum
dain gali gali sadayen
karain rukh nager nager ka
k suragh koi payen
kisi yar-e-nama e bar ka
her ik ajnabi se poochain
ju pata tha apne gher ka
sar-e-koye nishanyan
hamain din se rat kerna
kabhi is se bat kerna
kabhi us se bat kerna
tumhain kya kahoon k kya he
shab-e-gham buri bala he
hamain ye bhi tha ghanimat
jo koi shumar hota
hamain kya bura tha merna
jo aik bar hota
mere dil mere musafir
Advertisement
·
1 Like ·
Jul 27, 2016 at 04:07
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video