Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
sunder sapnon ki barat guzer gai jana
dhoop ankhon tak aa gai rat guzer gai jana
bhor same tak jis ne hamain bahm uljhaye rakha
woh albeli resham jesi bat guzer gai jana
sada ki dekhi rat hamain is bar mili tu chupke se
khali hath pe rakh k soghat guzer gai jana
kis konpal ki aas main ab tak wese hi ser sabz ho tum
ab tu dhoop ka mausam he barsaat guzer gai jana
log na jane kin raton ki muradain manga kerte hain
apni rat tu woh he jo tere sath guzer gai jana

Advertisement
·
1 Like ·
Aug 17, 2016 at 02:08
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
sunder sapnon ki barat guzer gai jana
dhoop ankhon tak aa gai rat guzer gai jana
bhor same tak jis ne hamain bahm uljhaye rakha
woh albeli resham jesi bat guzer gai jana
sadaa ki dekhi rat hamain is bar mili tu chhup k se
khali hath pe rakhe soghat guzer gai jana
kis konpal ki aas main ab tak wese hi ser sabz ho tum
ab tu dhoop ka mausam he barsaat guzer gai jana
log na jane kin raaton ki muradain manga kerte hain
apni rat tu woh he jo tere sath guzer gai jana
dhoop ankhon tak aa gai rat guzer gai jana
bhor same tak jis ne hamain bahm uljhaye rakha
woh albeli resham jesi bat guzer gai jana
sadaa ki dekhi rat hamain is bar mili tu chhup k se
khali hath pe rakhe soghat guzer gai jana
kis konpal ki aas main ab tak wese hi ser sabz ho tum
ab tu dhoop ka mausam he barsaat guzer gai jana
log na jane kin raaton ki muradain manga kerte hain
apni rat tu woh he jo tere sath guzer gai jana
Advertisement
·
1 Like ·
Jul 26, 2016 at 21:07

Sponored Video