Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Meri Dharkan Se Dil Ka Dharakna Mangoge
Ek Din Tum Mujhse Mera Pyaar Udhar Mangoge
Main Woh Phool Hoon Jo Tere Chaman Se Na Niklega
Apni Veeran Zindagi Ke Liye Bahar Mangoge
Farsh Ta Arsh Ajal Aur Abad Sab Dekhenge Manzar
Beete Howey Har Lamhon Ka Tum Azaab Mangoge
Abhi Dekha Hi Kahan Hai Tumne Meri Mohabaat Ka Asar
Tum Mujh Se Ulfat Main Apni Shamo-o- Sahar Mangoge
Behtar Hai Waqt Se Samjhuta Kar Lo Manan
Guzre Waqt Se Phir Kaisay Apna Hisab Mangoge

Advertisement
·
1 Like ·
Feb 15, 2016 at 10:02
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video