Poetry / Sad

Muzammil Shahzad

Mohabbat Ka Dhuwan Ankhon Men Pani Chhor Jata Hy,
Kisi Rasty Se Gham Guzry Nishani Chhor Jata Hy

Hamari Guftgu Se Bhi Wo Qayil Nhi Hota
Aur Apni Khamoshi K Bhi Ma’ani Chhor Jata Hy

Bharosa Jis Pe Ho Us Se Tawaqo Koi Mat Rakhna
Yehi Saiban Ek Be_Saibani Chhor Jata Hy

Bichar Kar Bhi Hum Aisy Shakhs Se Bichra Nhi Karty
Jo Ek Fiqra Ada Kar K Kahani Chhor Jata Hy

MOHSIN Maut Bhi Kam Khoobsurat To Nhi Hogi
Jo Us Ko Dekhta Hai Zindgani Chhor Jata Hy...

Advertisement
· 2 Like · Mar 01, 2016 at 14:03
Category: sad
 

Latest Posts in poetry

Water Bridge in Magdeburg, Germany
Posted by neelum chaudhry
Posted on : May 04, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS