Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Maine Poocha Kaisey Ho
Badley Ho Ya Waisey Ho
Roop Wohi, Andaaz Wohi
Ya Phir Is Mein Koi Kami
Hijr Ka Kuch Ehsaas To Hoga
Koi Tumharey Pass To Hoga
Mein Bichra Ye Majboori Thi
Kab Manzoor Mujhey Doori Thi
Saath Humara Kab Choota Hai
Rooh Ka Rishta Kab Toota Hai
Aankh Se Jo Aansu Behtey Hain
Tum Ko Khabar Hai Kia Kehtey Hain
Mein Ne Kaha Aawaz Tumhari
Aaj Bhi Hai Humraaz Hamari
Phool Wafa K Khil Jayein Ge
Ik Din Phir Hum Mil Jayein Ge
Badley Ho Ya Waisey Ho
Roop Wohi, Andaaz Wohi
Ya Phir Is Mein Koi Kami
Hijr Ka Kuch Ehsaas To Hoga
Koi Tumharey Pass To Hoga
Mein Bichra Ye Majboori Thi
Kab Manzoor Mujhey Doori Thi
Saath Humara Kab Choota Hai
Rooh Ka Rishta Kab Toota Hai
Aankh Se Jo Aansu Behtey Hain
Tum Ko Khabar Hai Kia Kehtey Hain
Mein Ne Kaha Aawaz Tumhari
Aaj Bhi Hai Humraaz Hamari
Phool Wafa K Khil Jayein Ge
Ik Din Phir Hum Mil Jayein Ge
Advertisement
·
1 Like ·
Feb 18, 2016 at 13:02
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video