Poetry / Sad
MAIKHANE ME SIRF EK HI BAAT CHAL RAHI HAI,
WOH DEEVAANA ABHI TAK AAYA KYUN NAHIN,
JO ROTA HAI TO AANKH SE KHUN TAPAKTA HAI,
SAAKI NE AANSU KA JAAM PILAYYA KYUN NAHIN.
SHAAM HOTE HI GHUNGHRU BAJNE LAGTE HAIN YAHAN,
AAJ SAAKI NE HAMARA DIL BEHLAAYA KYUN NAHIN.
USKI AAHON SE GOONJ UTHTA THA YE BAAZAAR PURA,
AAJ WO PAGLA KHUDA SE TAKARAAYA KYUN NAHIN
KAHIN US AASHIQ KO USKA SANAM MIL GAYA HO AKHTAR,
YAHI VAJAH HO SHAYAD K WO AAJ AAYA KYUN NAHIN

Advertisement
·
2 Like ·
May 19, 2015 at 12:05
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video