Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Lagta nahin K Saath nibha'aye ga Dair Tak
Lekin woh mujh ko bhool na Paye ga Dair Tak
Ju bhi Qareeb aye ga us k, Usay Zaroor
Woh meri Daastaan sunaye ga Dair Tak
Dhoonde ga woh mujhe in hi Galion main aik Din
Dhoonde ga aur mujh ko na Paye ga Dair Tak
Main Saahilon ki Rait pe Likhoon ga us ka Naam
Paani pe mera Naqsh Banaay ga Dair Tak
Kis haal mein hoon us se bichernay k Baad main
Sun k usay Yaqeen na aye ga dair Tak,

Advertisement
·
1 Like ·
May 18, 2016 at 18:05
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video