Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Kabhi Soncha Na Tha
Mohabbat Mein Itna Door Nikal Jayenge
Kabhi Socha Na Tha,
Hum Wafa Karke Bhi Bewafa Kehlayen Ge
Kabhi Socha Na Tha,
Zamane Se Tanha Hi Takrayen Ge
K(K)Abhi Socha Na Tha,
Hum To Pyaar Ke Naam Se Hi
Na Aashna The,
Chahat Ki Itni Badi Saza Payenge
Kabhi Socha Na Tha,
Uska Har Andaaz Dusron Se
Juda Lagta Hai,
Uske Rang Mein Hum Rang Jayenge
Kabhi Socha Na Tha…
Mohabbat Mein Itna Door Nikal Jayenge
Kabhi Socha Na Tha,
Hum Wafa Karke Bhi Bewafa Kehlayen Ge
Kabhi Socha Na Tha,
Zamane Se Tanha Hi Takrayen Ge
K(K)Abhi Socha Na Tha,
Hum To Pyaar Ke Naam Se Hi
Na Aashna The,
Chahat Ki Itni Badi Saza Payenge
Kabhi Socha Na Tha,
Uska Har Andaaz Dusron Se
Juda Lagta Hai,
Uske Rang Mein Hum Rang Jayenge
Kabhi Socha Na Tha…
Advertisement
·
1 Like ·
Sep 04, 2016 at 17:09
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video