Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
kabhi naraaz mat hona
gilay chahay bohat karna
rulana aur bohat larna
suno naraaz mat hona
kabhi aisa jo ho jayae
keh teri yaad say ghaafil
kisi lamhay jo ho jaoon
bina daikhe teri soorat
kisi shab mein jo so jaoon
tou sapnoo mein chalay aana
mujahe ehsaas dِla jana
suno naraaz mat hona
kabhi aisa jo ho jayae
jinhein kehna zaroori ho
woh mujh say lafz kho jayen
anaa ko beech mat lana
meri aawaz ban jana
kabhi naraaz mat hona
gilay chahay bohat karna
rulana aur bohat larna
suno naraaz mat hona
kabhi aisa jo ho jayae
keh teri yaad say ghaafil
kisi lamhay jo ho jaoon
bina daikhe teri soorat
kisi shab mein jo so jaoon
tou sapnoo mein chalay aana
mujahe ehsaas dِla jana
suno naraaz mat hona
kabhi aisa jo ho jayae
jinhein kehna zaroori ho
woh mujh say lafz kho jayen
anaa ko beech mat lana
meri aawaz ban jana
kabhi naraaz mat hona
Advertisement
·
2 Like ·
Apr 17, 2016 at 15:04
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video