Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Jab Tera Dard Mere Sath Wafa Karta Hai
Aik Samandar Meri Ankhon Se Baha Karta Hai
Us Ki Baten Mujhe Khushbo Ki Tarha Lagti Hain
Phool Jese Koi Sehra Mein Khila Karta Hai
Mere Dost Ki Pehchan Yehi Kafi Hai
Wo Har Shakhs Ko Danasta Khafa Karta Hai
Aur To Sabab Us Ki Mohabbat Ka Nahen
Baat Itni Hai Wo Mujh Se Jafa Karta Hai
Jab Khizan Ayee To Laut Aye Ga Wo Bhi Faraz
Wo Baharon Mein Zara Kam Hi Mila Karta Hai

Advertisement
·
1 Like ·
Oct 14, 2016 at 19:10
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video