Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Yeh Dil Tumhara hay, Yeh Zindagi Tumhari Hay
Hamaray Paas Faqat Har Sheh Amanat Tumhari Hay
Woh Purwaqar Hijaab Woh Jheel See Gehri Aankhain
Hamari Nazroon Main Ab Soorat Sirf Tumhari Hay
Jisko sunnay K Liaay Hotay Thay Hum Baitaab
Hum To Har Lamha Khayaloon Main Awaaz Tumhari Hay
Saamnay Baith kar Tumko Taktay Rehtay Thay Hum
Jab k Na Yeh Aadat Hamari Na Yeh Aadat Tumhari Hay
Woh Har Waqt Har Lamha Tumhay Hi Sochtay Rehna
Ab Hamari Sochoon Main Soch Sirf Tumhari Hay
Jo Keh Na Saqa GHAYYUR, Woh Khoobsoorat Alfaaz
Kabhi Woh Hi Kehday k WOH Sirf Tumhari Hay.,

Advertisement
·
1 Like ·
May 02, 2016 at 05:05
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video