Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Had-e-Inteha Se Buhat Aagay Unhein Chaha Hai,
Humne Wafa Se Buhat Aagay Unhein Chaha Hai,
Jahan Se Lout Aanay Ka Rasta Nahi Milta,
Us Rah Se Buhat Aagay Unhein Chaha Hai,
Unse Kaho Jin Ki Nigah Mein Muhabbat Gunah-e-Azeem Hai,
Humne Gunah Se Buhat Aagay Unhein Chaha Hai,
Muhabbaton Mein Harf-ba-Harf Mujhe Mangna Nahi Aata,
Maine Aadab-e-Dua Se Buhat Aagay Unhein Chaha Hai,

Advertisement
·
1 Like ·
Apr 12, 2016 at 13:04
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video