Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dil ki baat laboon per la kar ab tak hum dukh sehtay hein
Hum ne suna tha es bastii mein dil walay bhi rehtay hein
Beet gaya sawan ka maheena, mausam ne nazrein badleen
Lakin inn pyaari ankhon se ab tak aansoo behtay hein
Ik hamein aawarah kehna koi bara ilzaam nahi
Duniya walay dil waloon ko aur bohat kuch kehtay hein
Jin ki khatir shehar bhi chora jin ke liye budnaam hoe
Aaj wohi hum se beganay beganay se rehtay hein

Advertisement
·
1 Like ·
May 16, 2017 at 06:05
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video