Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dekh Raha Hai Dariya Bhi Hairani Se
Main Ne Kaise Paar Kiya Aasani Se
Nadi Kinare Pahron Baitha Rahta Hun
Kya Rishta Hai Mera Bahte Pani Se
Har Kamre Se Dhoop, Hawa Ki Yari Thi
Ghar Ka Naqsha Bigra Hai Manmani Se
Ab Jungle Men Chain Se Soya Karta Hun
Dar Lagta Tha Bachpan Men Weerani Se
Dil Pagal Hai Roz Pasheman Hota Hai
Phir Bhi Baaz Nahin Aata Nadani Se.
Main Ne Kaise Paar Kiya Aasani Se
Nadi Kinare Pahron Baitha Rahta Hun
Kya Rishta Hai Mera Bahte Pani Se
Har Kamre Se Dhoop, Hawa Ki Yari Thi
Ghar Ka Naqsha Bigra Hai Manmani Se
Ab Jungle Men Chain Se Soya Karta Hun
Dar Lagta Tha Bachpan Men Weerani Se
Dil Pagal Hai Roz Pasheman Hota Hai
Phir Bhi Baaz Nahin Aata Nadani Se.
Advertisement
·
1 Like ·
Oct 04, 2016 at 16:10
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video