Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Khtm Hoga Zindgi ka ye Safar dekh Lena
Tanha chale jaengey hum dekh Lena
Zindgi main Nahi koi Maqam Apna
Baad Marne k Hogi Qadar dekh Lena
Mera ab koi Sath B nahi Deta.
Per Pholon se Mehkegi Qabar meri dekh Lena
Tanha hi Zindagi main chal Rahi Hun
Janaze main Hoga sara Shaher dekh Lena
Jo ab halaat per mere Muskrate hain
Preshan Hongey in K Chehre dekh Lena
Kuch K Sache kuch K Jhote Ansoo hungey
Kitna Ajeeb Hoga wo manzar
*=DEKH LENA=*
Tanha chale jaengey hum dekh Lena
Zindgi main Nahi koi Maqam Apna
Baad Marne k Hogi Qadar dekh Lena
Mera ab koi Sath B nahi Deta.
Per Pholon se Mehkegi Qabar meri dekh Lena
Tanha hi Zindagi main chal Rahi Hun
Janaze main Hoga sara Shaher dekh Lena
Jo ab halaat per mere Muskrate hain
Preshan Hongey in K Chehre dekh Lena
Kuch K Sache kuch K Jhote Ansoo hungey
Kitna Ajeeb Hoga wo manzar
*=DEKH LENA=*
Advertisement
·
1 Like ·
Jan 22, 2015 at 01:01
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video