Poetry / Love
Meri mohabat mere jazbat sirf tumse hain
Dekho meri kainat sirf tumse hay
Oron se pochne ka main haq nahi rakhta
Mere sawalat, mere jawabat ,sirf tumse hain
Tujh ko malom hi nae meri tanhai ka dukh,
Mari Sochain, mere khayalat sirf tumse hain
Tu sath hai to muqader pe hukomat apni
Mere her rishte ki soghat sirf tumse hay,
Ger...kabhi bikher jaon to sametna mujh ko,
Hai mukamal jo meri zaat sirf tumse hay

Advertisement
·
1 Like ·
Jan 28, 2016 at 09:01
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video