Poetry / Love
Ahmed Malik
Raah-e-wafa ki saleeb pr do qadam uthane ka shukria,
Bara pur'khatar tha ye rasta tere loat jane ka shukria.
Jo udas hain tere hijr mein, jinhen bojh lgti hy zindgi,
Sar-e-bazm unko dekh kr mounh chupane ka shukriya.
Teri yad kis kis bhais mein mere sher-o-naghma mein dhal gai
Ye kamal hai teri yad ka mjhe yad aane ka shukria.
Mjhe khasta haal dekh kr tere phool se hont khil uthy,
Mjhe gham nhi is baat ka tere muskurane ka shukria.

Advertisement
·
1 Like ·
Nov 20, 2014 at 20:11
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video