Poetry / Love
Rafiq
najane kyoun vo mera imtehan leti hai
chahta hoon uss ko buhat ye baat bhi vo janti hai
her dam us ka khayal rehta hai meray pass
najane kon si baat apnay dil main vo chupaati hai
meri her sans se hain wabasta uss ki yaadein
per apni yaadon main vo najane kis ko dhoondti hai
ye duniya main uss ke liye chord joun
shayd ye baat vo azmana chahti hai.

Advertisement
·
5 Like ·
Dec 16, 2018 at 01:12
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video