Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Kisi Saltant Ka Tha Tajwar So Ghulam Kar Dia Ishq Ne
Mein K Khas Tha Sahibo!Mujhye Aam Kar Dia Ishq Ne
Mere Dushmano Se Na Ho Saka Wo Jo Kam Ker Dia Ishq Ne
Gham E Hijer Se Mera Rabt Tha So Madam Kar Dia Ishq Ne
Wohi Ik Lamha E Aakhreen Tere Wasal Mein Meri Bhol Ka
Wo Ek Arsa E Umer Tha Jo Tamam Kar Dia Ishq Ne
Ussi Ik Lamas K Kaif Mein Meri Sari Umer Guzar Gai
Wo Jo Ek Bosa E Anbgeen Mere Nam Kar Dia Ishq Ne,

Advertisement
·
1 Like ·
Jun 19, 2016 at 01:06
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video