Poetry / Love
Koi To Ho Jo Meri Soch Ko Kitab Karay
Aur Apne Lafz Mere Naam Intasab Karay
Main Apni Chandani Raaton Mein Us K Geet Likhun
Wo Mere Dard K Sehra Ko Phir Chanaab Karay
Main Us Se Pyar Karun Aur Be Kinar Karun
Wo Mujh Pe Zulm Karay Aur Be Hisab Karay
Main Dhoop Ban K Nikharta Rahun Bikharta Rahun
Wo Mujh Ko Khud Mein Samaitay To Aaftab Karay...!

Advertisement
·
1 Like ·
Dec 08, 2017 at 10:12
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video