Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Khirrkiyan Kis Tarha Ki Hain, Aur Dar Kaisa Hai Wo
Sochta Hun Jis Mein Wo Rehta Hai, Ghar Kaisa Hai Wo
Kaisi Wo Aab_O_Hawa Hai Jis Mein Wo Leta Hai Saans
Aata Jata Hai Wo Jis Per, Rah_Guzer Kaisa Hai Wo
Kaun See Rangat K Hain Us K Zameen_O_Aasman
Chaon Hai Jis Ki Yahan Tak, Shajar Kaisa Hai Wo
Main To Us K Ek Ek Lamhay Ka Rakhta Hun Shumaar
Aur Meray Haal_E_Dil Say Kaisa Bekhabar Hai Wo
Us Ka Hona He Bohat Hai, Wo Kahin Hai To Sahe
Kaya Sarokaar Us Say Hai Mujh Ko, Kaisa Hai Wo....
,

Advertisement
·
1 Like ·
Apr 30, 2016 at 06:04
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video